Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte, Urdu Ghazal By Akhtar Azad

Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azad. Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بند ہونٹوں سے بھی اظہار تمنا کرتے

اختر آزاد

بند ہونٹوں سے بھی اظہار تمنا کرتے

آئنہ بن کے ترے حسن کو دیکھا کرتے

اپنا سایہ بھی یہاں غیر نظر آتا ہے

اجنبی شہر میں ہم کس پہ بھروسہ کرتے

اس کی محفل میں تو اک بھیڑ تھی دیوانوں کی

پہلے دل اہل نظر اہل وفا کیا کرتے

عشق ہر حال میں پابند وفا ہوتا ہے

ہم تو بدنام تھے کیوں آپ کو رسوا کرتے

اتنی گزری ہے جہاں اور گزر جائے گی

زندگی کے لئے اتنا نہیں سوچا کرتے

جب تلک سانس چلے بس یوں ہی چلتے رہئے

چل کے دو چار قدم یوں نہیں ٹھہرا کرتے

اے خدا ہم تری وحدت پہ یقیں رکھتے ہیں

کیوں ترے در کے سوا ہم کہیں سجدہ کرتے

اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte

Akhtar Azad

band honTon se bhi izhaar-e-tamanna karte
aaina ban ke tere husn ko dekha karte

apna saya bhi yahan ghair nazar aata hai
ajnabi shahr mein hum kis pe bharosa karte

us ki mahfil mein to ek bhiD thi diwanon ki
pahle dil ahl-e-nazar ahl-e-wafa kya karte

ishq har haal mein paband-e-wafa hota hai
hum to badnam the kyun aap ko ruswa karte

itni guzri hai jahan aur guzar jaegi
zindagi ke liye itna nahin socha karte

jab talak sans chale bas yun hi chalte rahiye
chal ke do-chaar qadam yun nahin Thahra karte

ai KHuda hum teri wahdat pe yaqin rakhte hain
kyun tere dar ke siwa hum kahin sajda karte

(1077) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Azad Poetry

حال دل سنانے میں عمر بیت جاتی ہے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Haal-e-dil Sunane Mein Umr Bit Jati Hai

ہنس ہنس کر آنسو پی جانا آپ کے بس کی بات نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

جو سکوں نہ راس آیا تو میں غم میں ڈھل رہا ہوں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Jo Sakun Na Ras Aaya To Main Gham Mein Dhal Raha Hun

کیا حسیں رات ہے اس رات سے ڈرتے کیوں ہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho

چلنے کا ہنر کب آتا ہے جب تک کوئی ٹھوکر کھاؤ نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Chalne Ka Hunar Kab Aata Hai Jab Tak Koi Thokar Khao Nahin

دنیا تجھے چاہے کچھ بھی کہے ہم جان تمنا کہتے ہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Duniya Tujhe Chahe Kuchh Bhi Kahe Hum Jaan-e-tamanna Kahte Hain

کب کہا میں نے کہ تم چاہنے والوں میں رہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

اب حسن و عشق کے بھی قصے بدل گئے ہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Ab Husn-o-ishq Ke Bhi Qisse Badal Gae Hain

You can read Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte written by Akhtar Azad at UrduPoint. Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte is one of the masterpieces written by Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azad' above.

Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Band HonTon Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.