Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho, Urdu Ghazal By Akhtar Azad

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azad. Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کیا حسیں رات ہے اس رات سے ڈرتے کیوں ہو

اختر آزاد

کیا حسیں رات ہے اس رات سے ڈرتے کیوں ہو

آ گئے ہو تو ملاقات سے ڈرتے کیوں ہو

نام آتا ہے مرا جب بھی کسی محفل میں

یہ بتاؤ کہ سوالات سے ڈرتے کیوں ہو

دل لبھانے کے بھی انداز ہوا کرتے ہیں

مست آنکھوں کے اشارات سے ڈرتے کیوں ہو

کئی برسات کے موسم ہیں مری آنکھوں میں

آتی جاتی ہوئی برسات سے ڈرتے کیوں ہو

لوگ اچھوں کو بھی دنیا میں برا کہتے ہیں

کیا کہے گا کوئی اس بات سے ڈرتے کیوں ہو

زندگی ملتی ہے انسان کو جینے کے لئے

مسکراتے رہو صدمات سے ڈرتے کیوں ہو

ذکر ماضی کے تصور سے پریشاں ہو کر

زندہ رہنا ہے تو حالات سے ڈرتے کیوں ہو

اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho

Akhtar Azad

kya hasin raat hai is raat se Darte kyun ho
aa gae ho to mulaqat se Darte kyun ho

nam aata hai mera jab bhi kisi mahfil mein
ye batao ki sawalat se Darte kyun ho

dil lubhane ke bhi andaz hua karte hain
mast aankhon ke ishaaraat se Darte kyun ho

kai barsat ke mausam hain meri aankhon mein
aati jati hui barsat se Darte kyun ho

log achchhon ko bhi duniya mein bura kahte hain
kya kahega koi is baat se Darte kyun ho

zindagi milti hai insan ko jine ke liye
muskuraate raho sadmat se Darte kyun ho

zikr-e-mazi ke tasawwur se pareshan ho kar
zinda rahna hai to haalat se Darte kyun ho

(846) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Azad Poetry

چلنے کا ہنر کب آتا ہے جب تک کوئی ٹھوکر کھاؤ نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Chalne Ka Hunar Kab Aata Hai Jab Tak Koi Thokar Khao Nahin

حد سے گزر نہ جاؤں میں ایسا نہ کیجیے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye

کیا حسیں رات ہے اس رات سے ڈرتے کیوں ہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho

آپ سے دل لگانا ضروری نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Aap Se Dil Lagana Zaruri Nahin

مسجد و مندر کا یوں جھگڑا مٹانا چاہیے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Masjid-o-mandir Ka Yun Jhagda Mitana Chahiye

ہنس ہنس کر آنسو پی جانا آپ کے بس کی بات نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

بے وفا ہے وہ کبھی پیار نہیں کر سکتا

Akhtar Azad - اختر آزاد

Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta

کب کہا میں نے کہ تم چاہنے والوں میں رہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

You can read Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho written by Akhtar Azad at UrduPoint. Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho is one of the masterpieces written by Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azad' above.

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.