Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta, Urdu Ghazal By Akhtar Azad

Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azad. Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بے وفا ہے وہ کبھی پیار نہیں کر سکتا

اختر آزاد

بے وفا ہے وہ کبھی پیار نہیں کر سکتا

ہاں مگر پیار سے انکار نہیں کر سکتا

اپنی ہمت کو جو پتوار نہیں کر سکتا

وہ سمندر کو کبھی پار نہیں کر سکتا

جو کسی اور کے جلووں کا تمنائی ہو

وہ کبھی بھی ترا دیدار نہیں کر سکتا

ہونٹ کچھ کہنے کو بیتاب ہیں کب سے لیکن

اس کی عادت ہے وہ اظہار نہیں کر سکتا

اس کی چاہت پہ بھروسہ ہے مجھے میرے سوا

وہ کسی اور کو حق دار نہیں کر سکتا

اس کو معلوم ہے وہ خود بھی تو رسوا ہوگا

مجھ کو رسوا سر بازار نہیں کر سکتا

وقت پڑ جائے تو وہ جان بھی دے سکتا ہے

فن کا سودا کوئی انکار نہیں کر سکتا

اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta

Akhtar Azad

bewafa hai wo kabhi pyar nahin kar sakta
han magar pyar se inkar nahin kar sakta

apni himmat ko jo patwar nahin kar sakta
wo samundar ko kabhi par nahin kar sakta

jo kisi aur ke jalwon ka tamannai ho
wo kabhi bhi tera didar nahin kar sakta

honT kuchh kahne ko betab hain kab se lekin
us ki aadat hai wo izhaar nahin kar sakta

us ki chahat pe bharosa hai mujhe mere siwa
wo kisi aur ko haqdar nahin kar sakta

us ko malum hai wo KHud bhi to ruswa hoga
mujh ko ruswa sar-e-bazar nahin kar sakta

waqt paD jae to wo jaan bhi de sakta hai
fan ka sauda koi inkar nahin kar sakta

(1192) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Azad Poetry

دنیا تجھے چاہے کچھ بھی کہے ہم جان تمنا کہتے ہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Duniya Tujhe Chahe Kuchh Bhi Kahe Hum Jaan-e-tamanna Kahte Hain

کوئی چودھویں رات کا چاند بن کر تمہارے تصور میں آیا تو ہوگا

Akhtar Azad - اختر آزاد

Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga

کیا حسیں رات ہے اس رات سے ڈرتے کیوں ہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se Darte Kyun Ho

ہنس ہنس کر آنسو پی جانا آپ کے بس کی بات نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

مسجد و مندر کا یوں جھگڑا مٹانا چاہیے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Masjid-o-mandir Ka Yun Jhagda Mitana Chahiye

بند ہونٹوں سے بھی اظہار تمنا کرتے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Band Honton Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte

یوں بھٹکنا در بہ در اچھا نہیں لگتا مجھے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Yun Bhatakna Dar-ba-dar Achchha Nahin Lagta Mujhe

کب کہا میں نے کہ تم چاہنے والوں میں رہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

You can read Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta written by Akhtar Azad at UrduPoint. Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta is one of the masterpieces written by Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azad' above.

Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.