Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka, Urdu Ghazal By Hidayatullah

Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hidayatullah. Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

منتظر انسان اپنے فکر کی تمجید کا

ہدایت اللہ

منتظر انسان اپنے فکر کی تمجید کا

وقت آئے گا کبھی انسان کی توحید کا

سوچتا ہوں سوچنا بھی آدمی کا جرم ہے

ہر یقیں طالب ہے میرے فکر کی تحدید کا

راستہ تعمیر ملت کا نکل آئے گا کچھ

وا ہو دروازہ گر استفہام کا تنقید کا

زیر ہو جائے زبردستی کا لشکر ایک دن

ہو سبق تشدید کا حصہ فقط تجوید کا

جبر کی بستی میں بھی رائے کی آزادی ملے

سب کو استحقاق ہو تائید کا تردید کا

ہو گئی فرسودہ واعظ آپ کی یہ داستاں

آ گیا ہے وقت اب افکار کی تجدید کا

گفتگو کے فن سے ہیں نا آشنا کیوں لوگ سب

ہر کوئی مشتاق اپنی سوچ کی تائید کا

سوچ پر پہرے ہدایتؔ ہوں تو کیا ہو ارتقا

مجتہد بھی بن گیا ہے خوشہ چیں تقلید کا

ہدایت اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka

Hidayatullah

muntazir insan apne fikr ki tamjid ka
waqt aaega kabhi insan ki tauhid ka

sochta hun sochna bhi aadmi ka jurm hai
har yaqin talib hai mere fikr ki tahdid ka

rasta tamir-e-millat ka nikal aaega kuchh
wa ho darwaza gar istifham ka tanqid ka

zer ho jae zabardasti ka lashkar ek din
ho sabaq tashdid ka hissa faqat tajwid ka

jabr ki basti mein bhi rae ki aazadi mile
sab ko istehqaq ho taid ka tardid ka

ho gai farsuda waiz aap ki ye dastan
aa gaya hai waqt ab afkar ki tajdid ka

guftugu ke fan se hain na-ashna kyon log sab
har koi mushtaq apni soch ki taid ka

soch par pahre 'hidayat' hon to kya ho irtiqa
mujtahid bhi ban gaya hai KHosha-chin taqlid ka

(996) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Hidayatullah Poetry

خموشی ان کا طرز گفتگو ہے

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Khamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai

منتظر انسان اپنے فکر کی تمجید کا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka

سراپا چشم پر نم بن گئے ہیں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Sarapa Chashm-e-pur-nam Ban Gae Hain

کبھی سر بہ سجدہ ہوا تھا دل کبھی ہر قدم پہ قیام تھا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Kabhi Sar-ba-sajda Hua Tha Dil Kabhi Har Qadam Pe Qiyam Tha

دھند ہی دھند ہے رستے میں جہاں تک جاؤں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Dhund Hi Dhund Hai Raste Mein Jahan Tak Jaun

جو ہو چکا ہے جو ہونا ہے اس کا سنگم ہے

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Jo Ho Chuka Hai Jo Hona Hai Us Ka Sangam Hai

کب سے پھرا رہا ہے جنوں کو بہ کو ہمیں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Kab Se Phira Raha Hai Junun Ku-ba-ku Hamein

سورج کرن کے سینے میں جیسے سجا ہوا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Suraj Kiran Ke Sine Mein Jaise Saja Hua

You can read Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka written by Hidayatullah at UrduPoint. Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka is one of the masterpieces written by Hidayatullah. You can also find the complete poetry collection of Hidayatullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hidayatullah' above.

Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.