KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai, Urdu Ghazal By Hidayatullah

KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hidayatullah. KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

خموشی ان کا طرز گفتگو ہے

ہدایت اللہ

خموشی ان کا طرز گفتگو ہے

یہی اپنا تکلم ہو بہ ہو ہے

زباں بندی گلوں کی کیا کرو گے

کہ خوشبو ان کی شرح آرزو ہے

جسے دیکھا نہیں اب تک کسی نے

وہی چہرہ ہمارے چار سو ہے

پس آئینہ ہے یہ عکس کس کا

نہ جانے کون میرے روبرو ہے

کیا آنکھوں نے جو آنکھوں سے شکوہ

اسی کا تذکرہ اب کو بہ کو ہے

گرے ہیں آنکھ سے جو چند قطرے

انہی سے دل ہمارا با وضو ہے

خودی کیا ہے یقیں بس یہ کہ میں ہوں

سمندر دل میں رکھے آب جو ہے

ہر اک نے آسماں اپنا سجایا

ہر اک اس آسماں کی آبرو ہے

جسے احساس اپنے حسن کا ہو

وہی سورج ہے وہ ہی ماہ رو ہے

کسی کی یاد نے مہکا دیا دل

ہر اک دھڑکن ہماری مشکبو ہے

یہ ساری عمر سایوں کا تعاقب

تجھے کس کی ہدایتؔ جستجو ہے

ہدایت اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai

Hidayatullah

KHamoshi un ka tarz-e-guftugu hai
yahi apna takallum hu-ba-hu hai

zaban-bandi gulon ki kya karoge
ki KHushbu un ki sharh-e-arzu hai

jise dekha nahin ab tak kisi ne
wahi chehra hamare chaar su hai

pas-e-aina hai ye aks kis ka
na jaane kaun mere ru-ba-ru hai

kiya aankhon ne jo aankhon se shikwa
usi ka tazkira ab ku-ba-ku hai

gire hain aankh se jo chand qatre
unhi se dil hamara ba-wazu hai

KHudi kya hai yaqin bas ye ki main hun
samundar dil mein rakkhe aabju hai

har ek ne aasman apna sajaya
har ek is aasman ki aabru hai

jise ehsas apne husn ka ho
wahi suraj hai wo hi mah-ru hai

kisi ki yaad ne mahka diya dil
har ek dhaDkan hamari mushkbu hai

ye sari umr sayon ka taaqub
tujhe kis ki 'hidayat' justuju hai

(798) ووٹ وصول ہوئے

More Hidayatullah Poetry

جو ہو چکا ہے جو ہونا ہے اس کا سنگم ہے

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Jo Ho Chuka Hai Jo Hona Hai Us Ka Sangam Hai

دھند ہی دھند ہے رستے میں جہاں تک جاؤں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Dhund Hi Dhund Hai Raste Mein Jahan Tak Jaun

کب سے پھرا رہا ہے جنوں کو بہ کو ہمیں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Kab Se Phira Raha Hai Junun Ku-ba-ku Hamein

منتظر انسان اپنے فکر کی تمجید کا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Muntazir Insan Apne Fikr Ki Tamjid Ka

سراپا چشم پر نم بن گئے ہیں

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Sarapa Chashm-e-pur-nam Ban Gae Hain

کبھی سر بہ سجدہ ہوا تھا دل کبھی ہر قدم پہ قیام تھا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Kabhi Sar-ba-sajda Hua Tha Dil Kabhi Har Qadam Pe Qiyam Tha

سورج کرن کے سینے میں جیسے سجا ہوا

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Suraj Kiran Ke Sine Mein Jaise Saja Hua

خموشی ان کا طرز گفتگو ہے

Hidayatullah - ہدایت اللہ

Khamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai

You can read KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai written by Hidayatullah at UrduPoint. KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai is one of the masterpieces written by Hidayatullah. You can also find the complete poetry collection of Hidayatullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hidayatullah' above.

KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamoshi Un Ka Tarz-e-guftugu Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.