Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye, Urdu Ghazal By Akhtar Azad

Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azad. Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

حد سے گزر نہ جاؤں میں ایسا نہ کیجیے

اختر آزاد

حد سے گزر نہ جاؤں میں ایسا نہ کیجیے

مستی بھری نگاہ سے دیکھا نہ کیجیے

پلکوں کو راستوں میں بچھایا نہ کیجیے

یوں اپنے انتظار کو رسوا نہ کیجیے

پڑھ لیں گے لوگ چہرے سے دل کی کتاب کو

اتنا کسی کے بارے میں سوچا نہ کیجیے

غیروں پہ اعتبار تو ہے بات دور کی

اپنا بھی ہو سکے تو بھروسہ نہ کیجیے

میری نظر سے آپ کہاں بچ کے جائیں گے

میں آئنہ ہوں آپ کا پردہ نہ کیجیے

یوں مجھ کو اعتبار بہت ہے مگر حضور

وعدے تو ٹوٹ جاتے ہیں وعدہ نہ کیجیے

رشتہ مرا زمین سے مضبوط ہے بہت

اب مجھ کو آسماں سے پکارا نہ کیجیے

خود کو جہاں سے آدمی چھوٹا دکھائی دے

اتنا بھی اپنے آپ کو اونچا نہ کیجیے

اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye

Akhtar Azad

had se guzar na jaun main aisa na kijiye
masti-bhari nigah se dekha na kijiye

palkon ko raston mein bichhaya na kijiye
yun apne intizar ko ruswa na kijiye

paDh lenge log chehre se dil ki kitab ko
itna kisi ke bare mein socha na kijiye

ghairon pe e'tibar to hai baat dur ki
apna bhi ho sake to bharosa na kijiye

meri nazar se aap kahan bach ke jaenge
main aaina hun aap ka parda na kijiye

yun mujh ko e'tibar bahut hai magar huzur
wade to TuT jate hain wada na kijiye

rishta mera zamin se mazbut hai bahut
ab mujh ko aasman se pukara na kijiye

KHud ko jahan se aadmi chhoTa dikhai de
itna bhi apne-ap ko uncha na kijiye

(1088) ووٹ وصول ہوئے

More Akhtar Azad Poetry

کب کہا میں نے کہ تم چاہنے والوں میں رہو

Akhtar Azad - اختر آزاد

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

بے وفا ہے وہ کبھی پیار نہیں کر سکتا

Akhtar Azad - اختر آزاد

Bewafa Hai Wo Kabhi Pyar Nahin Kar Sakta

تاروں کی اترتی ہے ڈولی اور چاندنی دلہن ہوتی ہے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Taron Ki Utarti Hai Doli Aur Chandni Dulhan Hoti Hai

ہنس ہنس کر آنسو پی جانا آپ کے بس کی بات نہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

حال دل سنانے میں عمر بیت جاتی ہے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Haal-e-dil Sunane Mein Umr Bit Jati Hai

بند ہونٹوں سے بھی اظہار تمنا کرتے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Band Honton Se Bhi Izhaar-e-tamanna Karte

اب حسن و عشق کے بھی قصے بدل گئے ہیں

Akhtar Azad - اختر آزاد

Ab Husn-o-ishq Ke Bhi Qisse Badal Gae Hain

مسجد و مندر کا یوں جھگڑا مٹانا چاہیے

Akhtar Azad - اختر آزاد

Masjid-o-mandir Ka Yun Jhagda Mitana Chahiye

You can read Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye written by Akhtar Azad at UrduPoint. Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye is one of the masterpieces written by Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azad' above.

Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Had Se Guzar Na Jaun Main Aisa Na Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.