Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha, Urdu Ghazal By Taimur Hasan

Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taimur Hasan. Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

مجھ کو کہانیاں نہ سنا شہر کو بچا

تیمور حسن

مجھ کو کہانیاں نہ سنا شہر کو بچا

باتوں سے میرا دل نہ لبھا شہر کو بچا

میرے تحفظات حفاظت سے ہیں جڑے

میرے تحفظات مٹا شہر کو بچا

تو اس لیے ہے شہر کا حاکم کہ شہر ہے

اس کی بقا میں تیری بقا شہر کو بچا

تو جاگ جائے گا تو سبھی جاگ جائیں گے

اے شہریار جاگ ذرا شہر کو بچا

تو چاہتا ہے گھر ترا محفوظ ہو اگر

پھر صرف اپنا گھر نہ بچا شہر کو بچا

کوئی نہیں بچانے کو آگے بڑھا حضور

ہر اک نے دوسرے سے کہا شہر کو بچا

لگتا ہے لوگ اب نہ بچا پائیں گے اسے

اللہ مدد کو تو مری آ شہر کو بچا

تاریخ دان لکھے گا تیمورؔ یہ ضرور

اک شخص تھا جو کہتا رہا شہر کو بچا

تیمور حسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha

Taimur Hasan

mujh ko kahaniyan na suna shahr ko bacha
baaton se mera dil na lubha shahr ko bacha

mere tahaffuzat hifazat se hain juDe
mere tahaffuzat miTa shahr ko bacha

tu is liye hai shahr ka hakim ki shahr hai
us ki baqa mein teri baqa shahr ko bacha

tu jag jaega to sabhi jag jaenge
ai shahryar jag zara shahr ko bacha

tu chahta hai ghar tera mahfuz ho agar
phir sirf apna ghar na bacha shahr ko bacha

koi nahin bachane ko aage baDha huzur
har ek ne dusre se kaha shahr ko bacha

lagta hai log ab na bacha paenge ise
allah madad ko tu meri aa shahr ko bacha

tariKH-dan likkhega 'taimur' ye zarur
ek shaKHs tha jo kahta raha shahr ko bacha

(714) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Taimur Hasan Poetry

وفا کا ذکر چھڑا تھا کہ رات بیت گئی

Taimur Hasan - تیمور حسن

Wafa Ka Zikr Chhida Tha Ki Raat Bit Gai

تجھے میں اپنا نہیں سمجھتا اسی لیے تو

Taimur Hasan - تیمور حسن

Tujhe Main Apna Nahin Samajhta Isi Liye To

تم کوئی اس سے توقع نہ لگانا مرے دوست

Taimur Hasan - تیمور حسن

Tum Koi Is Se Tawaqqo Na Lagana Mare Dost

یہ جنگ جیت ہے کس کی یہ ہار کس کی ہے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Ye Jang Jit Hai Kis Ki Ye Haar Kis Ki Hai

وہ جو ممکن نہ ہو ممکن یہ بنا دیتا ہے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai

مکاں سے ہوگا کبھی لا مکان سے ہوگا

Taimur Hasan - تیمور حسن

Makan Se Hoga Kabhi La-makan Se Hoga

نہیں اڑاؤں گا خاک رویا نہیں کروں گا

Taimur Hasan - تیمور حسن

Nahin Udaunga Khak Roya Nahin Karunga

مکاں سے ہوگا کبھی لا مکان سے ہوگا

Taimur Hasan - تیمور حسن

Makan Se Hoga Kabhi La-makan Se Hoga

You can read Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha written by Taimur Hasan at UrduPoint. Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha is one of the masterpieces written by Taimur Hasan. You can also find the complete poetry collection of Taimur Hasan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taimur Hasan' above.

Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.