Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai, Urdu Ghazal By Taimur Hasan

Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taimur Hasan. Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

وہ جو ممکن نہ ہو ممکن یہ بنا دیتا ہے

تیمور حسن

وہ جو ممکن نہ ہو ممکن یہ بنا دیتا ہے

خواب دریا کے کناروں کو ملا دیتا ہے

زندگی بھر کی ریاضت مری بیکار گئی

اک خیال آیا تھا بدلے میں وہ کیا دیتا ہے

اب مجھے لگتا ہے دشمن مرا اپنا چہرہ

مجھ سے پہلے یہ مرا حال بتا دیتا ہے

چند جملے وہ ادا کرتا ہے ایسے ڈھب سے

میرے افکار کی بنیاد ہلا دیتا ہے

یہ بھی اعجاز محبت ہے کہ رونے والا

روتے روتے تجھے ہنسنے کی دعا دیتا ہے

زندگی جنگ ہے اعصاب کی اور یہ بھی سنو

عشق اعصاب کو مضبوط بنا دیتا ہے

بیٹھے بیٹھے اسے کیا ہوتا ہے جانے تیمورؔ

جلتا سگرٹ وہ ہتھیلی پہ بجھا دیتا ہے

یہ جہاں اس لیے اچھا نہیں لگتا تیمورؔ

جب بھی دیتا ہے مجھے تیرا گلا دیتا ہے

تیمور حسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai

Taimur Hasan

wo jo mumkin na ho mumkin ye bana deta hai
KHwab dariya ke kinaron ko mila deta hai

zindagi bhar ki riyazat meri be-kar gai
ek KHayal aaya tha badle mein wo kya deta hai

ab mujhe lagta hai dushman mera apna chehra
mujh se pahle ye mera haal bata deta hai

chand jumle wo ada karta hai aise Dhab se
mere afkar ki buniyaad hila deta hai

ye bhi eajaz-e-mohabbat hai ki rone wala
rote rote tujhe hansne ki dua deta hai

zindagi jang hai aasab ki aur ye bhi suno
ishq aasab ko mazbut bana deta hai

baiThe baiThe use kya hota hai jaane 'taimur'
jalta cigaret wo hatheli pe bujha deta hai

ye jahan is liye achchha nahin lagta 'taimur'
jab bhi deta hai mujhe tera gila deta hai

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Taimur Hasan Poetry

مرا باطن مجھے ہر پل نئی دنیا دکھاتا ہے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Mera Baatin Mujhe Har Pal Nai Duniya Dikhata Hai

پھر جو کرنے لگا ہے تو وعدہ

Taimur Hasan - تیمور حسن

Phir Jo Karne Laga Hai Tu Wada

نہیں اڑاؤں گا خاک رویا نہیں کروں گا

Taimur Hasan - تیمور حسن

Nahin Udaunga Khak Roya Nahin Karunga

سفر میں ہوتی ہے پہچان کون کیسا ہے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Safar Mein Hoti Hai Pahchan Kaun Kaisa Hai

میں نے بخش دی تری کیوں خطا تجھے علم ہے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Maine Bakhsh Di Teri Kyun Khata Tujhe Ilm Hai

یہ لوگ کرتے ہیں منسوب جو بیاں تجھ سے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Ye Log Karte Hain Mansub Jo Bayan Tujhse

اتار لفظوں کا اک ذخیرہ غزل کو تازہ خیال دے دے

Taimur Hasan - تیمور حسن

Utar Lafzon Ka Ek Zakhira Ghazal Ko Taza Khayal De De

ہم دنیا سے جب تنگ آیا کرتے ہیں

Taimur Hasan - تیمور حسن

Hum Duniya Se Jab Tang Aaya Karte Hain

You can read Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai written by Taimur Hasan at UrduPoint. Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai is one of the masterpieces written by Taimur Hasan. You can also find the complete poetry collection of Taimur Hasan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taimur Hasan' above.

Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.