Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye, Urdu Ghazal By Sweety Joshi

Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sweety Joshi. Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہجر کے صحرا سے بچنے اور پانی کے لئے

سویٹی جوشی

ہجر کے صحرا سے بچنے اور پانی کے لئے

اشک بہنا ہے ضروری زندگانی کے لئے

عشق سچا ہے وہی جو زندگی بھر ساتھ دے

لوگ کرتے ہیں محبت بس جوانی کے لئے

جا رہے ہو جاتے جاتے اس جبیں پر اک دفعہ

ایک بوسہ دے دو مجھ کو بس نشانی کے لئے

خواہشوں کا قتل کر خود ہی لگانی آگ ہے

خاک ہوتے خواب کی ساری کہانی آگ ہے

جسم کی چادر میں چھپتی ہر جوانی آگ ہے

نام دے کر عشق کا سب کو بجھانی آگ ہے

ایک دل پتھر تمہارا ایک دل پتھر مرا

دونو دل ٹکرا گئے تو صرف آنی آگ ہے

جھوٹ ہیں رشتہ یہ ناطے سچ ہے کیول موت ہی

آخری ساتھی سبھی کا خاک پانی آگ ہے

سویٹی جوشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye

Sweety Joshi

hijr ke sahra se bachne aur pani ke liye
ashk bahna hai zaruri zindagani ke liye

ishq sachcha hai wahi jo zindagi-bhar sath de
log karte hain mohabbat bas jawani ke liye

ja rahe ho jate jate is jabin par ek dafa
ek bosa de do mujh ko bas nishani ke liye

KHwahishon ka qatl kar KHud hi lagani aag hai
KHak hote KHwab ki sari kahani aag hai

jism ki chadar mein chhupti har jawani aag hai
nam de kar ishq ka sab ko bujhani aag hai

ek dil patthar tumhaara ek dil patthar mera
dono dil Takra gae to sirf aani aag hai

jhuT hain rishte ye nate sach hai kewal maut hi
aaKHiri sathi sabhi ka KHak pani aag hai

(722) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sweety Joshi Poetry

مکاں دل کو بنانے کا یہ وعدہ روبرو کر کے

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Makan Dil Ko Banane Ka Ye Wada Ru-ba-ru Kar Ke

ٹھگ رہا عطار بن کر کیوں وہ سارے شہر کو

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Thag Raha Attar Ban Kar Kyon Wo Sare Shahr Ko

مجھے شدت سے چاہو تم وہ منظر دیکھ لیتے ہیں

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Mujhe Shiddat Se Chaho Tum Wo Manzar Dekh Lete Hain

ہجر کے صحرا سے بچنے اور پانی کے لئے

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye

بس محبت ہی نہیں ہے پر صداقت ہے بہت

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Bas Mohabbat Hi Nahin Hai Par Sadaqat Hai Bahut

رات بھر آنسو بہا کر یہ دوپٹہ نم کیا

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Raat Bhar Aansu Baha Kar Ye Dupatta Nam Kiya

یہ غم خوشیوں کی کیوں مجھ پر نظر ہونے نہیں دیتے

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Ye Gham Khushiyon Ki Kyon Mujh Par Nazar Hone Nahin Dete

پاس ہر پل یہ رہا ہوتے جدا دیکھا نہیں

Sweety Joshi - سویٹی جوشی

Pas Har Pal Ye Raha Hote Juda Dekha Nahin

You can read Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye written by Sweety Joshi at UrduPoint. Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye is one of the masterpieces written by Sweety Joshi. You can also find the complete poetry collection of Sweety Joshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sweety Joshi' above.

Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ke Sahra Se Bachne Aur Pani Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.