Ù ÛÚº ÛÙÚº ت٠خÙاب Ú©Û ØªØ¹Ø¨Ûر سÙÚتا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
سبØا٠اسد
Ù ÛÚº ÛÙÚº ت٠خÙاب Ú©Û ØªØ¹Ø¨Ûر سÙÚتا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
٠گر ÙÛ Ø´Ø®Øµ Ù Ø±Û Ø±Øª جگÙÚº کا تھا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
٠را ÙصÛب ÙÛ Ø³Ù Ø¬Ú¾Ø§ ÙÛ Ø¨Ø§Øª اشارÙÚº Ú©Û
٠را ٠زاج Ú©Û Ù ÛÚº صا٠کÛÛ Ø³Ú©Ø§ Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
بÚÛ Ú¯Ø±Ø§Úº ÛÛ Ù Ø±Û Ø¬Ø§Úº ÛÛ Ú©ÛÙÛت ٠ت Ù¾ÙÚÚ¾
Ú©Û Ø§Ù ÙبÙÚº Ù¾Û Ú¯ÙÛ Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº دعا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
ÛÛ Ø²ÙØ¯Ú¯Û Ú©Û ØªØ¹Ø§Ùب Ù ÛÚº رÙز کا پھرÙا
اگرÚÛ Ø§Ø³ Ø·Ø±Ø Ø¬ÛÙÛ Ú©Ø§ ØÙصÙÛ Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
ÛÛ Ø¨Û ÙÛاز طبÛعت ÛÛ Ø¨Û Ø®ÙØ¯Û Ú©Û Ø±ÙÚ¯
Û٠اپÙÛ Ø¢Ù¾ Ø³Û Ø®ÙØ´ Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº Ø®Ùا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
اس اÛÚ© شک٠ک٠جس Ø¯Ù Ø³Û Ú©Ú¾Ù Ø¯Ûا ÛÛ Ø§Ø³Ø¯Ø
Ù Ø±Û Ø¯Ø±ÛÚÛ Ø³Û Ø§Ø¨ ÚاÙد جھاÙکتا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº
سبØا٠اسد
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Main Yun To KHwab Ki Tabir Sochta Bhi Nahin
Subhan Asad
magar wo shaKHs mere rat-jagon ka tha bhi nahin
mera nasib wo samjha na baat ishaaron ki
mera mizaj ki main saf kah saka bhi nahin
baDi giran hai meri jaan ye kaifiyat mat puchh
ki in labon pe gila bhi nahin dua bhi nahin
ye zindagi ke taaqub mein roz ka phirna
agarche is tarah jine ka hausla bhi nahin
ye be-niyaz tabiat ye be-KHudi ke rang
hum apne aap se KHush bhi nahin KHafa bhi nahin
us ek shakl ko jis din se kho diya hai 'asad'
mere dariche se ab chand jhankta bhi nahin
(588) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Main Yun To KHwab Ki Tabir Sochta Bhi Nahin written by Subhan Asad at UrduPoint. Main Yun To KHwab Ki Tabir Sochta Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Subhan Asad. You can also find the complete poetry collection of Subhan Asad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Subhan Asad' above.
Main Yun To KHwab Ki Tabir Sochta Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Yun To KHwab Ki Tabir Sochta Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.