Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یا رب ہے دل مدام کسی اضطرار میں

شوکت واسطی

یا رب ہے دل مدام کسی اضطرار میں

کچھ نقش رہ گیا ہے ترے شاہکار میں

اب پڑ چکی ہے خوب تمنا کی خو مجھے

تم آ گئے ہو میں ہوں مگر انتظار میں

تنہائی سفر کی اذیت ہے دل شکن

اب کوئی راہزن ہی ملے رہ گزار میں

تیرے ستم پہ تیری طرف دیکھ کر ہوں چپ

کتنی طویل بات ہے اس اختصار میں

اب یہ کھلا کہ وہ بھی مری جستجو میں تھے

میں جن کو ڈھونڈھتا تھا سواد بہار میں

گل رنگ مے بکھیر کے رخ پر چلے ہیں وہ

قوس قزح طلوع ہوئی رہ گزار میں

شوکتؔ بچھڑ گیا ہوں اسی قافلے سے میں

منزل غروب ہو گئی جس کے غبار میں

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein

Shaukat Wasti

ya-rab hai dil mudam kisi iztirar mein
kuchh naqsh rah gaya hai tere shahkar mein

ab paD chuki hai KHub tamanna ki KHu mujhe
tum aa gae ho main hun magar intizar mein

tanhai-e-safar ki aziyyat hai dil-shikan
ab koi rahzan hi mile rahguzar mein

tere sitam pe teri taraf dekh kar hun chup
kitni tawil baat hai is iKHtisar mein

ab ye khula ki wo bhi meri justuju mein the
main jin ko DhunDhta tha sawad-e-bahaar mein

gul-rang mai bikher ke ruKH par chale hain wo
qaus-e-quzah tulua hui rahguzar mein

'shaukat' bichhaD gaya hun usi qafile se main
manzil ghurub ho gai jis ke ghubar mein

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shaukat Wasti Poetry

اب ہے اس درجہ پریشانی کیوں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ab Hai Is Darja Pareshani Kyon

امیر سے ہے تعلق نہ یہ غریب سے ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai

شب فراق تھی ہم ذکر یار کرتے رہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Shab-e-firaq Thi Hum Zikr-e-yar Karte Rahe

دھڑکن سا کوئی دل میں سوا بول رہا ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Dhadkan Sa Koi Dil Mein Siwa Bol Raha Hai

پھول سے ڈھلکا ہوا اوس کا قطرہ ہوں میں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main

کہیں بھی جا کے جو رہتے تو ہم کہاں رہتے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Kahin Bhi Ja Ke Jo Rahte To Hum Kahan Rahte

بکھرے تو پھر بہم مرے اجزا نہیں ہوئے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Bikhre To Phir Baham Mere Ajza Nahin Hue

عجیب بات ہے دن بھر کے اہتمام کے بعد

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ajib Baat Hai Din Bhar Ke Ehtimam Ke Baad

You can read Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ya-rab Hai Dil Mudam Kisi Iztirar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.