Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

پھول سے ڈھلکا ہوا اوس کا قطرہ ہوں میں

شوکت واسطی

پھول سے ڈھلکا ہوا اوس کا قطرہ ہوں میں

شاخ سے ٹوٹ کے گرتا ہوا پتا ہوں میں

چھوڑ کے چل دیا ہے جیسے بدن ہی مجھ کو

جس کی پہچان نہیں کوئی وہ سایہ ہوں میں

جو کہ در آیا تھا روزن سے کرن کے ہم راہ

تیرے کمرے میں وہ بے فائدہ ذرہ ہوں میں

وادیٔ و کوہ و بیاباں سے گزر کر آخر

شہر میں آ کے جو کھو جائے وہ رستہ ہوں میں

اپنی آنکھوں سے نظر ہی نہیں آتا مجھ کو

اپنے چہرے کے لیے آپ ہی پردہ ہوں میں

بوجھ کے اور ادق ہو وہ معمہ ہوئی تو

کھل کے جو اور الجھ جائے وہ عقدہ ہوں میں

خود اجڑ کر کیا ہے میں نے کسی کو آباد

نقش میں ڈھل کے جو مٹ جائے وہ جذبہ ہوں میں

مدعا ہے کہ مکمل کروں تسلیم اسے

کل جو کہتا تھا تری ذات کا حصہ ہوں میں

شوکتؔ اس سینے میں محسوس نہیں اب وہ بھی

دل کے باعث کبھی دعویٰ تھا کہ زندہ ہوں میں

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main

Shaukat Wasti

phul se Dhalka hua os ka qatra hun main
shaKH se TuT ke girta hua patta hun main

chhoD ke chal diya hai jaise badan hi mujh ko
jis ki pahchan nahin koi wo saya hun main

jo ki dar aaya tha rauzan se kiran ke hamrah
tere kamre mein wo be-faeda zarra hun main

wadi-o-koh-o-bayaban se guzar kar aaKHir
shahr mein aa ke jo kho jae wo rasta hun main

apni aankhon se nazar hi nahin aata mujh ko
apne chehre ke liye aap hi parda hun main

bujh ke aur adaq ho wo muamma hui tu
khul ke jo aur ulajh jae wo uqda hun main

KHud ujaD kar kiya hai main ne kisi ko aabaad
naqsh mein Dhal ke jo miT jae wo jazba hun main

muddaa hai ki mukammal karun taslim use
kal jo kahta tha teri zat ka hissa hun main

'shaukat' is sine mein mahsus nahin ab wo bhi
dil ke bais kabhi dawa tha ki zinda hun main

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shaukat Wasti Poetry

کچھ ہنر اور سمجھتے ہیں نہ فن جانتے ہیں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Kuchh Hunar Aur Samajhte Hain Na Fan Jaante Hain

پھولوں سے بھرے باغ بھی ویراں نظر آئے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Phulon Se Bhare Bagh Bhi Viran Nazar Aae

دہر سے مٹنے کا غم بھی ہمیں بے جا ہوگا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Dahr Se Mitne Ka Gham Bhi Hamein Beja Hoga

مے کا مشتاق ہے دل آنکھ کا سودائی ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Mai Ka Mushtaq Hai Dil Aankh Ka Saudai Hai

تھی جو انہونی اسی بات کو کرتے دیکھا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Thi Jo Anhoni Usi Baat Ko Karte Dekha

کسی کی چشم سادہ یاد آئی

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Kisi Ki Chashm-e-sada Yaad Aai

اب ہے اس درجہ پریشانی کیوں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ab Hai Is Darja Pareshani Kyon

میں چلا جاؤں گا رہ جائے گا افسانہ مرا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Main Chala Jaunga Rah Jaega Afsana Mera

You can read Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phul Se Dhalka Hua Os Ka Qatra Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.