Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari, Urdu Ghazal By Sardar Khan Soz

Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Khan Soz. Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہر اک دل یہاں ہے محبت سے عاری

سردار خان سوز

ہر اک دل یہاں ہے محبت سے عاری

تمہیں کو مبارک یہ دنیا تمہاری

انہیں ہم سے بڑھ کے ہے غیروں کی پروا

نباہیں گے کب تک ہمیں وضع داری

رہا ہے یہاں پر نہ کوئی رہے گا

جو ہے آج اس کی تو کل اپنی باری

ابھی تک نہ بدلی محبت کی قسمت

ابھی تک محبت میں ہے بے قراری

قدم رنجہ فرما رہے ہیں وہ آخر

خبر لا رہی ہے یہ باد بہاری

قسم ہے یہ تم کو نہ آنسو بہانا

کبھی یاد آئے جو تم کو ہماری

نہ بدلا نہ بدلا حسینوں کا شیوہ

وہی تیر و نشتر وہی دل فگاری

ہوں ممنون احساں خدا جانتا ہے

ہے شامل طبیعت میں بھی شرمساری

ترے سوزؔ کی یوں بسر ہو رہی ہے

نہ غیروں سے مطلب نہ اپنوں سے یاری

سردار خان سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari

Sardar Khan Soz

har ek dil yahan hai mohabbat se aari
tumhin ko mubarak ye duniya tumhaari

unhen hum se baDh ke hai ghairon ki parwa
nibahenge kab tak hamin waza-dari

raha hai yahan par na koi rahega
jo hai aaj us ki to kal apni bari

abhi tak na badli mohabbat ki qismat
abhi tak mohabbat mein hai be-qarari

qadam-ranja farma rahe hain wo aaKHir
KHabar la rahi hai ye baad-e-bahaari

qasam hai ye tum ko na aansu bahana
kabhi yaad aae jo tum ko hamari

na badla na badla hasinon ka shewa
wahi tir-o-nashtar wahi dil-figari

hun mamnun-e-ehsan KHuda jaanta hai
hai shamil tabiat mein bhi sharmsari

tere 'soz' ki yun basar ho rahi hai
na ghairon se matlab na apnon se yari

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sardar Khan Soz Poetry

ایسا نہیں کہ ان سے محبت نہیں مجھے

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Aisa Nahin Ki Un Se Mohabbat Nahin Mujhe

کسی کی پھر مرے دل پر حکومت ہوتی جاتی ہے

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Kisi Ki Phir Mere Dil Par Hukumat Hoti Jati Hai

محبت کرنے والے کب کسی کا نام لیتے ہیں

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Mohabbat Karne Wale Kab Kisi Ka Nam Lete Hain

میں فرط مسرت سے ڈر ہے کہ نہ مر جاؤں

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Main Fart-e-masarrat Se Dar Hai Ki Na Mar Jaun

کسی کی بے وفائی پر وہ اکثر یاد آتے ہیں

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Kisi Ki Bewafai Par Wo Akasr Yaad Aate Hain

کوشش بھی کی تو دل سے نہ اس کو بھلا سکے

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Koshish Bhi Ki To Dil Se Na Usko Bhala Sake

اب وہ ہم سے ملا نہیں کرتے

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Ab Wo Humse Mila Nahin Karte

یہ کوئی بات ہوئی مل کے جدا ہو جانا

Sardar Khan Soz - سردار خان سوز

Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana

You can read Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari written by Sardar Khan Soz at UrduPoint. Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari is one of the masterpieces written by Sardar Khan Soz. You can also find the complete poetry collection of Sardar Khan Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Khan Soz' above.

Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Dil Yahan Hai Mohabbat Se Aari, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.