Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte, Urdu Ghazal By Riaz Hanfi

Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riaz Hanfi. Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ اور بات کہ آنسو بہا نہیں سکتے

ریاض حنفی

یہ اور بات کہ آنسو بہا نہیں سکتے

بچھڑ کے تجھ سے مگر مسکرا نہیں سکتے

امیر باپ کے بیٹوں کو شرم آتی ہے

کسی کی راہ کا پتھر ہٹا نہیں سکتے

ہم آفتاب کی بستی کے رہنے والے ہیں

ہمیں ہواؤں کے جھونکے بجھا نہیں سکتے

یہی علاقہ تو شہباز کا علاقہ ہے

یہاں چھتوں پہ کبوتر اڑا نہیں سکتے

وہ بے گناہوں کا قاتل ہے قتل ہی ہوگا

فرشتے اس کی حفاظت کو آ نہیں سکتے

مشاہدوں کا اثاثہ اگر سلامت ہے

پرانے لوگ نئے زخم کھا نہیں سکتے

ہمیں تو اس لیے سہنا ہے مفلسی کا عذاب

ضمیر بیچ کے دولت کما نہیں سکتے

ہماری راہ میں چٹان ہو کہ دریا ہو

بڑھا دئے ہیں قدم تو ہٹا نہیں سکتے

ہمارے ساتھ دعاؤں کے قافلے ہیں ریاضؔ

ہماری راہ میں طوفان آ نہیں سکتے

ریاض حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte

Riaz Hanfi

ye aur baat ki aansu baha nahin sakte
bichhaD ke tujh se magar muskura nahin sakte

amir bap ke beTon ko sharm aati hai
kisi ki rah ka patthar haTa nahin sakte

hum aaftab ki basti ke rahne wale hain
hamein hawaon ke jhonke bujha nahin sakte

yahi ilaqa to shahbaz ka ilaqa hai
yahan chhaton pe kabutar uDa nahin sakte

wo be-gunahon ka qatil hai qatl hi hoga
farishte us ki hifazat ko aa nahin sakte

mushahidon ka asasa agar salamat hai
purane log nae zaKHm kha nahin sakte

hamein to is liye sahna hai muflisi ka azab
zamir bech ke daulat kama nahin sakte

hamari rah mein chaTTan ho ki dariya ho
baDha diye hain qadam to haTa nahin sakte

hamare sath duaon ke qafile hain 'riyaz'
hamari rah mein tufan aa nahin sakte

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Riaz Hanfi Poetry

کوئی انمول شے پائی ہوئی سی لگ رہی ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Koi Anmol Shai Pai Hui Si Lag Rahi Hai

حادثے سب بے سبب کیسے ہوئے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Hadse Sab Be-sabab Kaise Hue

یہ اور بات کہ آنسو بہا نہیں سکتے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte

تجارت کے اصولوں میں رواداری بھی ہوتی ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai

لذت وصل مختصر مت رکھ

riaz hanfi - ریاض حنفی

Lazzat-e-wasl Mukhtasar Mat Rakh

آنکھیں لہولہان کیں دامن بھی تر کیا

riaz hanfi - ریاض حنفی

Aankhen Lahuluhan Kin Daman Bhi Tar Kiya

خوشی کی ساعتیں غم کی فضا نہ راس آئی

riaz hanfi - ریاض حنفی

Khushi Ki Saaten Gham Ki Faza Na Ras Aai

ستم گروں کی اطاعت قبول کرتا ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Sitamgaron Ki Itaat Qubul Karta Hai

You can read Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte written by Riaz Hanfi at UrduPoint. Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte is one of the masterpieces written by Riaz Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Riaz Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riaz Hanfi' above.

Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.