Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate, Urdu Ghazal By Riaz Hanfi

Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riaz Hanfi. Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

وہ کسی طور کسی لمحہ نظر بھی آتے

ریاض حنفی

وہ کسی طور کسی لمحہ نظر بھی آتے

زندہ ہوتے تو کبھی لوٹ کے گھر بھی آتے

آسماں ہم پہ اگر نذر عنایت کرتا

خیر مقدم کے لیے شمس و قمر بھی آتے

جن کے کردار کی خوشبو سے مہکتی ہے فضا

ایسے مہمان کبھی تو مرے گھر بھی آتے

میں اگر ہوتا زمیں زادوں کے لشکر میں شریک

میرے رستے میں سمندر بھی بھنور بھی آتے

میری بے لوث محبت کا تقاضہ ہے یہی

مجھ سے ملنے وہ کبھی تو مرے گھر بھی آتے

بادشاہی سے عداوت سی رہی ہے ورنہ

کچھ علاقے تو مرے زیر اثر بھی آتے

صبر سے تم نے اگر کام لیا ہوتا ریاضؔ

غم کے پیڑوں پہ مسرت کے ثمر بھی آتے

ریاض حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate

Riaz Hanfi

wo kisi taur kisi lamha nazar bhi aate
zinda hote to kabhi lauT ke ghar bhi aate

aasman hum pe agar nazr-e-inayat karta
KHair-maqdam ke liye shams-o-qamar bhi aate

jin ke kirdar ki KHushbu se mahakti hai faza
aise mehman kabhi to mere ghar bhi aate

main agar hota zamin-zadon ke lashkar mein sharik
mere raste mein samundar bhi bhanwar bhi aate

meri be-laus mohabbat ka taqaza hai yahi
mujh se milne wo kabhi to mere ghar bhi aate

baadshahi se adawat si rahi hai warna
kuchh ilaqe to mere zer-e-asar bhi aate

sabr se tum ne agar kaam liya hota 'riyaz'
gham ke peDon pe masarrat ke samar bhi aate

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Riaz Hanfi Poetry

لذت وصل مختصر مت رکھ

riaz hanfi - ریاض حنفی

Lazzat-e-wasl Mukhtasar Mat Rakh

کوئی انمول شے پائی ہوئی سی لگ رہی ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Koi Anmol Shai Pai Hui Si Lag Rahi Hai

حادثے سب بے سبب کیسے ہوئے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Hadse Sab Be-sabab Kaise Hue

آنکھیں لہولہان کیں دامن بھی تر کیا

riaz hanfi - ریاض حنفی

Aankhen Lahuluhan Kin Daman Bhi Tar Kiya

یہ اور بات کہ آنسو بہا نہیں سکتے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Ye Aur Baat Ki Aansu Baha Nahin Sakte

خوشی کی ساعتیں غم کی فضا نہ راس آئی

riaz hanfi - ریاض حنفی

Khushi Ki Saaten Gham Ki Faza Na Ras Aai

ستم گروں کی اطاعت قبول کرتا ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Sitamgaron Ki Itaat Qubul Karta Hai

وہ کسی طور کسی لمحہ نظر بھی آتے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate

You can read Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate written by Riaz Hanfi at UrduPoint. Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate is one of the masterpieces written by Riaz Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Riaz Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riaz Hanfi' above.

Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.