Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai, Urdu Ghazal By Riaz Hanfi

Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riaz Hanfi. Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

تجارت کے اصولوں میں رواداری بھی ہوتی ہے

ریاض حنفی

تجارت کے اصولوں میں رواداری بھی ہوتی ہے

سبب نقصان کا نا تجربہ کاری بھی ہوتی ہے

کتابیں ہی سلا دیتی ہیں غفلت کے اندھیروں میں

کتابوں ہی سے نسل نو میں بیداری بھی ہوتی ہے

جرائم پیشہ لوگوں سے کوئی خوش بھی نہیں رہتا

جرائم پیشہ لوگوں کی طرف داری بھی ہوتی ہے

تعجب ہے وہاں انصاف کی امید رکھتے ہو

جہاں اکثر اصولوں کی خریداری بھی ہوتی ہے

ضرورت مند لوگوں میں سبھی سائل نہیں ہوتے

فقیروں جیسی کچھ لوگوں میں خودداری بھی ہوتی ہے

یہی آنکھیں سرابوں جیسا منظر پیش کرتی ہیں

انہیں آنکھوں سے اشکوں کی ندی جاری بھی ہوتی ہے

کسی کے قہقہوں پر رشک مت کرنا ریاضؔ اکثر

مسلسل ہنستے رہنا ایک بیماری بھی ہوتی ہے

ریاض حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai

Riaz Hanfi

tijarat ke usulon mein rawadari bhi hoti hai
sabab nuqsan ka na-tajraba-kari bhi hoti hai

kitaben hi sula deti hain ghaflat ke andheron mein
kitabon hi se nasl-e-nau mein bedari bhi hoti hai

jaraem-pesha logon se koi KHush bhi nahin rahta
jaraem-pesha logon ki taraf-dari bhi hoti hai

tajjub hai wahan insaf ki ummid rakhte ho
jahan aksar usulon ki KHaridari bhi hoti hai

zarurat-mand logon mein sabhi sail nahin hote
faqiron jaisi kuchh logon mein KHuddari bhi hoti hai

yahi aankhen sarabon jaisa manzar pesh karti hain
inhin aankhon se ashkon ki nadi jari bhi hoti hai

kisi ke qahqahon par rashk mat karna 'riyaz' aksar
musalsal hanste rahna ek bimari bhi hoti hai

(588) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Riaz Hanfi Poetry

تجارت کے اصولوں میں رواداری بھی ہوتی ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai

ستم گروں کی اطاعت قبول کرتا ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Sitamgaron Ki Itaat Qubul Karta Hai

خوشی کی ساعتیں غم کی فضا نہ راس آئی

riaz hanfi - ریاض حنفی

Khushi Ki Saaten Gham Ki Faza Na Ras Aai

آنکھیں لہولہان کیں دامن بھی تر کیا

riaz hanfi - ریاض حنفی

Aankhen Lahuluhan Kin Daman Bhi Tar Kiya

کوئی انمول شے پائی ہوئی سی لگ رہی ہے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Koi Anmol Shai Pai Hui Si Lag Rahi Hai

وہ کسی طور کسی لمحہ نظر بھی آتے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Wo Kisi Taur Kisi Lamha Nazar Bhi Aate

حادثے سب بے سبب کیسے ہوئے

riaz hanfi - ریاض حنفی

Hadse Sab Be-sabab Kaise Hue

لذت وصل مختصر مت رکھ

riaz hanfi - ریاض حنفی

Lazzat-e-wasl Mukhtasar Mat Rakh

You can read Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai written by Riaz Hanfi at UrduPoint. Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai is one of the masterpieces written by Riaz Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Riaz Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riaz Hanfi' above.

Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tijarat Ke Usulon Mein Rawadari Bhi Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.