Azab-e-hijr, Urdu Nazam By Qaisar Ziya Qaisar

Azab-e-hijr is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qaisar Ziya Qaisar. Azab-e-hijr comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Azab-e-hijr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عذاب ہجر

قیصر ضیا قیصر

یہ تیرے ہجر کی آندھی

کہاں لے آئی ہے مجھ کو

یہاں ہر سمت اک سورج

سوا نیزے پہ جلتا ہے

نہ سر سے دھوپ اترتی ہے

نہ سایہ کوئی ڈھلتا ہے

ہوائے شام چلتی ہے

نہ کوئی شمع جلتی ہے

فلک پر نجم آتے ہیں

نہ تو مہتاب آتا ہے

کسی کی آنکھ سوتی ہے

نہ کوئی خواب آتا ہے

قیصر ضیا قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azab-e-hijr

Qaisar Ziya Qaisar

ye tere hijr ki aandhi
kahan le aai hai mujh ko
yahan har samt ek suraj
sawa neze pe jalta hai
na sar se dhup utarti hai
na saya koi Dhalta hai
hawa-e-sham chalti hai
na koi shama jalti hai
falak par najm aate hain
na to mahtab aata hai
kisi ki aankh soti hai
na koi KHwab aata hai

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azab-e-hijr written by Qaisar Ziya Qaisar at UrduPoint. Azab-e-hijr is one of the masterpieces written by Qaisar Ziya Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Ziya Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Ziya Qaisar' above.

Azab-e-hijr is a widely read Urdu Nazam. If you like Azab-e-hijr, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.