Ø¬Ø°Ø¨Û Ø¹Ø´Ù Ø§Ú¯Ø± د٠٠ÛÚº ÙÛ Ù¾Ûدا ÛÙتا
Ù¾Ùا Ùع٠ÙÙر
Ø¬Ø°Ø¨Û Ø¹Ø´Ù Ø§Ú¯Ø± د٠٠ÛÚº ÙÛ Ù¾Ûدا ÛÙتا
Ù ÛÚº س٠جھتا ÛÙÚº Ù Ø±Û ØÙ Ù ÛÚº ÛÛ Ø§Úھا ÛÙتا
اس Ùدر شدت غ٠پر ت٠ÛÛÛ Ùاز٠تھا
د٠ÙÛ ÛÙتا ٠را پتھر کا Ú©ÙÛØ¬Û ÛÙتا
Ø¨Û Ø®ÙØ¯Û ÛÛ Ú©Û ØªØ±Û Ø¨Ø²Ù Ù ÛÚº ÙÛ Ø¢Ø¦Û ÛÛ
ÛÙØ´ ÛÙتا ت٠ÛÛاں کس ÙÛÛ Ø±Ø³Ùا ÛÙتا
اک Ùظر دÛÚ©Ú¾ Ú©Û Ú©ÚÚ¾ اÙر بÚھا Ø¯Û ÙØشت
اس Ø³Û Ø§Úھا ت٠ÛÛÛ ØªÚ¾Ø§ Ú©Û ÙÛ Ø¯Ûکھا ÛÙتا
٠جھ Ú©Ù Ù ÙظÙر ÙÛ ØªÚ¾Û Ø§Ù¾ÙÛ ÛÛ Ø´Ûرت ÙرÙÛ
Ù ÛÚº ت٠ÙÛ ØªÚ¾Ø§ Ú©Û Ù Ø±Ø§ عرش Ù¾Û ÚرÚا ÛÙتا
زÛست Ø¨Ú¾Û Ù Ùت Ø¨Ú¾Û Ø¯ÙÙÙÚº Ú©Û ØªÙ ÛÛÚº Û٠٠اÙÚ©
Ù ÙصÙÛ ÛÛ ØªÚ¾Û Ú©Û Ø٠اÛÚ© Ù¾Û Ù Ûرا ÛÙتا
Ú©ÚÚ¾ ØÙÛÙت ÙÛ Ø³ÛÛ Øس٠عÙÛدت ÛÛ Ø³ÛÛ
ÙÙØ±Ø Ø¬ÛÙÛ Ú©Û ÙÛÛ Ú©ÚÚ¾ ت٠سÛارا ÛÙتا
Ù¾Ùا Ùع٠ÙÙر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Jazba-e-ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota
Panna Lal Noor
main samajhta hun mere haq mein ye achchha hota
is qadar shiddat-e-gham par to yahi lazim tha
dil na hota mera patthar ka kaleja hota
be-KHudi hai ki teri bazm mein le aai hai
hosh hota to yahan kis liye ruswa hota
ek nazar dekh ke kuchh aur baDha di wahshat
is se achchha to yahi tha ki na dekha hota
mujh ko manzur na thi apni hi shohrat warna
main to wo tha ki mera arsh pe charcha hota
zist bhi maut bhi donon ke tumhin ho malik
munsifi ye thi ki haq ek pe mera hota
kuchh haqiqat na sahi husn-e-aqidat hi sahi
'nur' jine ke liye kuchh to sahaara hota
(477) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Jazba-e-ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota written by Panna Lal Noor at UrduPoint. Jazba-e-ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota is one of the masterpieces written by Panna Lal Noor. You can also find the complete poetry collection of Panna Lal Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Panna Lal Noor' above.
Jazba-e-ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jazba-e-ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.