Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun, Urdu Ghazal By Panna Lal Noor

Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Panna Lal Noor. Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

مرا درد نہاں ہے اور میں ہوں

پنا لعل نور

مرا درد نہاں ہے اور میں ہوں

نشاط جاوداں ہے اور میں ہوں

محبت جو کبھی آرام جاں تھی

وہی اب نیش جاں ہے اور میں ہوں

یہ جلووں کی فراوانی کا عالم

نگاہ بے زباں ہے اور میں ہوں

مرا افسانہ اب میرا نہیں ہے

حدیث دیگراں ہے اور میں ہوں

ہوں محو حسن پوشیدہ پس گل

بہار بے خزاں ہے اور میں ہوں

خرد میرے جنوں پر ہنس رہی ہے

تلاش بے نشاں ہے اور میں ہوں

پنا لعل نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun

Panna Lal Noor

mera dard-e-nihan hai aur main hun
nishat-e-jawedan hai aur main hun

mohabbat jo kabhi aaram-jaan thi
wahi ab nish-e-jaan hai aur main hun

ye jalwon ki farawani ka aalam
nigah-e-be-zaban hai aur main hun

mera afsana ab mera nahin hai
hadis-e-digaran hai aur main hun

hun mahw-e-husn-e-poshida pas-e-gul
bahaar-e-be-KHizan hai aur main hun

KHirad mere junun par hans rahi hai
talash-e-be-nishan hai aur main hun

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Panna Lal Noor Poetry

مرا درد نہاں ہے اور میں ہوں

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun

عدو کے ہاتھ سے میں جام لے کر پی نہیں سکتا

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta

چھپی ہوئی کہیں سجدوں میں سرکشی تو نہیں

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Chhupi Hui Kahin Sajdon Mein Sar-kashi To Nahin

وہ جو تم نے غم دیا تھا مجھے سازگار ہوتا

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Wo Jo Tumne Gham Diya Tha Mujhe Sazgar Hota

گلوں نے مسکرانے کی سزا پائی تو کیا ہوگا

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Gulon Ne Muskurane Ki Saza Pai To Kya Hoga

محتاج دید و جلوہ کروں کیوں نظر کو میں

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Muhtaj-e-did-o-jalwa Karun Kyun Nazar Ko Main

میرے غم کا اثر ذرا نہ ہوا

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Mere Gham Ka Asar Zara Na Hua

یاد عہد گل میں باقی ہیں ابھی رعنائیاں

Panna Lal Noor - پنا لعل نور

Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan

You can read Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun written by Panna Lal Noor at UrduPoint. Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Panna Lal Noor. You can also find the complete poetry collection of Panna Lal Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Panna Lal Noor' above.

Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Dard-e-nihan Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.