Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota, Urdu Ghazal By Muntazir Qaimi

Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muntazir Qaimi. Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عشق کا کھیل بہ ہر حال گوارا ہوتا

منتظر قائمی

عشق کا کھیل بہ ہر حال گوارا ہوتا

تم نہ ہوتے تو کوئی اور ہمارا ہوتا

خوب چمکا تھا سر عرش مگر ڈوب گیا

کاش سورج کو بھی تنکے کا سہارا ہوتا

پال ہی رکھی تھی جب دولت دنیا کی ہوس

کیسے پھر صبر و قناعت پہ گزارہ ہوتا

اس کو میں ہجر کا عنوان بنا کر پڑھتا

نامۂ عشق میں ہلکا سا اشارہ ہوتا

کیسے آدم یہاں ابلیس بھی سجدے کرتا

نائب اللہ کا گر جگ میں اجارہ ہوتا

تنگ داماں ہی سہی دل تو کشادہ رکھتا

بہتا دریا نہ سہی کاش کنارہ ہوتا

اس بہانے سے میں کچھ خواب سنہرے کرتا

کم سے کم شہر میں تم سا کوئی پیارا ہوتا

پھر یہاں سب ہی مرے چاہنے والے نکلے

اس بھرے شہر میں کوئی تو ہمارا ہوتا

ایک اک کر کے سبھی چھوڑ چلے مقتل کو

ایسے حالات میں قاتل کو پکارا ہوتا

بہہ گئے ہم بھی بلا وجہ انا کی رو میں

اور کچھ دن ترے کوچے میں گزارہ ہوتا

منتظر قائمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota

Muntazir Qaimi

ishq ka khel ba-har-haal gawara hota
tum na hote to koi aur hamara hota

KHub chamka tha sar-e-arsh magar Dub gaya
kash suraj ko bhi tinke ka sahaara hota

pal hi rakkhi thi jab daulat-e-duniya ki hawas
kaise phir sabr-o-qanaat pe guzara hota

us ko main hijr ka unwan bana kar paDhta
nama-e-ishq mein halka sa ishaara hota

kaise aadam yahan iblis bhi sajde karta
naeb-allah ka gar jag mein ijara hota

tang-daman hi sahi dil to kushada rakhta
bahta dariya na sahi kash kinara hota

is bahane se main kuchh KHwab sunahre karta
kam se kam shahr mein tum sa koi pyara hota

phir yahan sab hi mere chahne wale nikle
is bhare shahr mein koi to hamara hota

ek ek kar ke sabhi chhoD chale maqtal ko
aise haalat mein qatil ko pukara hota

bah gae hum bhi bila-wajh ana ki rau mein
aur kuchh din tere kuche mein guzara hota

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Muntazir Qaimi Poetry

اک سادگی نبھائی ہے طرز سخن کے ساتھ

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Ek Sadgi Nibhai Hai Tarz-e-sukhan Ke Sath

موسم ہجرت میں جو اپنوں سے بیگانے رہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Mausam-e-hijrat Mein Jo Apnon Se Begane Rahe

گردش وقت پھر اک تازہ سفر مانگے ہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Gardish-e-waqt Phir Ek Taza Safar Mange Hai

ساحلوں کا بھی نہ احساں تھا گوارا مجھ کو

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Sahilon Ka Bhi Na Ehsan Tha Gawara Mujhko

کبھی سحر تو کبھی شام ہونا چاہتا ہوں

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Kabhi Sahar To Kabhi Sham Hona Chahta Hun

عدل سے منہ موڑ کر جب منصفی ہونے لگے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Adl Se Munh Mod Kar Jab Munsifi Hone Lage

ہمیں انسان ہونے پر ندامت ہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai

عشرت نے تمناؤں کو بازار کیا ہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Ishrat Ne Tamannaon Ko Bazar Kiya Hai

You can read Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota written by Muntazir Qaimi at UrduPoint. Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota is one of the masterpieces written by Muntazir Qaimi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Qaimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Qaimi' above.

Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.