ÛÙ ÛÚº اÙسا٠ÛÙÙÛ Ù¾Ø± Ùدا٠ت ÛÛ
Ù Ùتظر Ùائ٠Û
Ø§Û Ù ÛØ±Û Ø±Ø¨ کرÛÙ
ت٠اشر٠٠خÙÙÙ Ú©Û Ø¯Ø³ØªØ§Ø±
Ù ÛØ±Û Ù ØºØ±Ùر سر Ø³Û ÙÙÚ Ø¯Û
اÙر ÚØ§Ù Ø¯Û Û٠ک٠درÙدÙÚº Ú©Û Ø¬Ù Ø§Ø¹Øª Ù ÛÚº
درÙدÙÚº Ø³Û Ú©Ø¨Ú¾Û Ø¯ÙÛا
Ù Øبت اÙر Ø´ÙÙت Ú©Û ØªÙÙع ÛÛ ÙÛÛÚº رکھتÛ
درÙØ¯Û Ø§Ù¾ÙÛ ÙÙÙ Ù ÙØ¹Ù Ù¾Û Ùاد٠ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
Ù ÛÚº اپÙÛ ÛÙ Ùسب اÙراد Ú©Û ÙÙ٠٠ع٠٠سÛ
اÛÚ© ٠دت سÛ
پشÛ٠اÙÛ Ù ÛÚº رÛتا ÛÙÚº
Ù Ø¬Ú¾Û Ø§Ø¨ اشر٠٠خÙÙÙ Ú©Û Ø·Ù٠گراں
اÙر رØ٠د٠اÙØ³Ø§Ù Ú©Û Ø¨Ø±ÙÛ Ùبا
با ÙÙا Û٠درد Ù Ø®Ùص عجز اÙر ٠عصÙÙ Ûت Ú©Û
ÚÚ¾ÙÙÚ¯ Ø³Û Øد Ø¯Ø±Ø¬Û Ú¯Ú¾Ù Ø¢ÙÛ ÙÚ¯Û ÛÛ
ÛÙ ÛÚº اÙسا٠ÛÙÙÛ Ù¾Ø± Ùدا٠ت ÛÛ
Ù Ùتظر Ùائ٠Û
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai
Muntazir Qaimi
tu ashraf-e-maKHluq ki dastar
mere maghrur sar se noch de
aur Dal de hum ko darindon ki jamaat mein
darindon se kabhi duniya
mohabbat aur shafqat ki tawaqqo hi nahin rakhti
darinde apne qaul-o-feal pe nadim nahin hote
main apne ham-nasab afrad ke qaul-o-amal se
ek muddat se
pashemani mein rahta hun
mujhe ab ashraf-e-maKHluq ki tauq-e-garan
aur rahm-dil insan ki barqi qaba
ba-wafa hamdard muKHlis ijz aur masumiyat ke
Dhong se had-darja ghin aane lagi hai
hamein insan hone par nadamat hai
(807) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai written by Muntazir Qaimi at UrduPoint. Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai is one of the masterpieces written by Muntazir Qaimi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Qaimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Qaimi' above.
Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.