Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain, Urdu Ghazal By Muntazir Qaimi

Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muntazir Qaimi. Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

قبر سے قہر کے آثار نکل آتے ہیں

منتظر قائمی

قبر سے قہر کے آثار نکل آتے ہیں

خانقاہوں میں بھی دربار نکل آتے ہیں

اڑتی پڑتی ہوئی بے کار سی افواہوں پر

سرخیاں اوڑھ کے اخبار نکل آتے ہیں

غم کے سیلاب میں ہم ڈوبتے اتراتے ہیں

کبھی اس پار تو اس پار نکل آتے ہیں

اتنی مایوسی ہے اب زخم کے بازاروں میں

آنسوؤں کے بھی خریدار نکل آتے ہیں

وہ تو جاں لے کے مسلم ہیں وفاداری میں

ہم تو سر دے کے بھی غدار نکل آتے ہیں

جب بھی اڑ جاتے ہیں ہر حال میں بیعت پہ یزید

پھر کفن اوڑھ کے انکار نکل آتے ہیں

وہ محبت ہو سیاست ہو کہ ہو امن کہ جنگ

اب تو ہر موڑ پہ بازار نکل آتے ہیں

غم میں ڈوبی ہوئی بد حال سی سچائی پر

لڑکھڑاتے ہوئے اشعار نکل آتے ہیں

منتظر قائمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain

Muntazir Qaimi

qabr se qahr ke aasar nikal aate hain
KHanqahon mein bhi darbar nikal aate hain

uDti paDti hui be-kar si afwahon par
surKHiyan oDh ke aKHbar nikal aate hain

gham ke sailab mein hum Dubte itraate hain
kabhi us par to is par nikal aate hain

itni mayusi hai ab zaKHm ke bazaron mein
aansuon ke bhi KHaridar nikal aate hain

wo to jaan le ke musallam hain wafadari mein
hum to sar de ke bhi ghaddar nikal aate hain

jab bhi aD jate hain har haal mein baiat pe yazid
phir kafan oDh ke inkar nikal aate hain

wo mohabbat ho siyasat ho ki ho amn ki jang
ab to har moD pe bazar nikal aate hain

gham mein Dubi hui bad-haal si sachchai par
laDkhaDate hue ashaar nikal aate hain

(614) ووٹ وصول ہوئے

More Muntazir Qaimi Poetry

جب بھی اڑ جاتے ہیں ہر حال میں بیعت پہ یزید

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Jab Bhi Ad Jate Hain Har Haal Mein Baiat Pe Yazid

ساحلوں کا بھی نہ احساں تھا گوارا مجھ کو

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Sahilon Ka Bhi Na Ehsan Tha Gawara Mujhko

گردش وقت پھر اک تازہ سفر مانگے ہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Gardish-e-waqt Phir Ek Taza Safar Mange Hai

قبر سے قہر کے آثار نکل آتے ہیں

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain

عشق کا کھیل بہ ہر حال گوارا ہوتا

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Ishq Ka Khel Ba-har-haal Gawara Hota

کبھی سحر تو کبھی شام ہونا چاہتا ہوں

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Kabhi Sahar To Kabhi Sham Hona Chahta Hun

موسم ہجرت میں جو اپنوں سے بیگانے رہے

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Mausam-e-hijrat Mein Jo Apnon Se Begane Rahe

اک سادگی نبھائی ہے طرز سخن کے ساتھ

Muntazir Qaimi - منتظر قائمی

Ek Sadgi Nibhai Hai Tarz-e-sukhan Ke Sath

You can read Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain written by Muntazir Qaimi at UrduPoint. Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain is one of the masterpieces written by Muntazir Qaimi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Qaimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Qaimi' above.

Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qabr Se Qahr Ke Aasar Nikal Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.