Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Hashmi

Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Hashmi. Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

سب کی آواز میں آواز ملا رکھی ہے

منور ہاشمی

سب کی آواز میں آواز ملا رکھی ہے

اپنی پہچان مگر سب سے جدا رکھی ہے

جانے کس راہ سے آ جائے وہ آنے والا

میں نے ہر سمت سے دیوار گرا رکھی ہے

ایسا ہوتا ہے کہ پتھر بھی پگھل جاتا ہے

تو نے سینے میں مگر چیز یہ کیا رکھی ہے

زخم خوردہ سہی افسردہ سہی اپنی جبیں

جیسی بھی ہے تیری دہلیز پہ لا رکھی ہے

اس نے مجھ سے بھی تری ساری کہانی کہہ دی

جس نے تجھ کو مری ہر بات سنا رکھی ہے

میرے سینے میں منورؔ ہے اسی شوخ کا غم

جس کے سینے میں مرے غم کی دوا رکھی ہے

منور ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai

Munawwar Hashmi

sab ki aawaz mein aawaz mila rakkhi hai
apni pahchan magar sab se juda rakkhi hai

jaane kis rah se aa jae wo aane wala
main ne har samt se diwar gira rakkhi hai

aisa hota hai ki patthar bhi pighal jata hai
tu ne sine mein magar chiz ye kya rakkhi hai

zaKHm-KHurda sahi afsurda sahi apni jabin
jaisi bhi hai teri dahliz pe la rakkhi hai

us ne mujh se bhi teri sari kahani kah di
jis ne tujh ko meri har baat suna rakkhi hai

mere sine mein 'munawar' hai usi shoKH ka gham
jis ke sine mein mere gham ki dawa rakkhi hai

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munawwar Hashmi Poetry

اور کوئی بھی نہیں اپنا سہارا باقی

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi

روز گرے اک خواب عمارت ملبے میں دب جاؤں

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Roz Gire Ek Khwab-e-imarat Malbe Mein Dab Jaun

خیال و خواب کی دنیا سے ہم گزر بھی گئے

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Khayal-o-khwab Ki Duniya Se Hum Guzar Bhi Gae

سر اٹھائے گی اگر رسم جفا میرے بعد

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Sar Uthaegi Agar Rasm-e-jafa Mere Baad

عشق کا اعتبار ہیں ہم لوگ

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log

ایک ہی مسئلہ تا عمر مرا حل نہ ہوا

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Ek Hi Masala Ta-umr Mera Hal Na Hua

کچھ اس طرح سے بسر کی ہے زندگی میں نے

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Kuchh Is Tarah Se Basar Ki Hai Zindagi Maine

جہاں بچپن گزارا تھا وہ گھر پہچانتے ہیں

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Jahan Bachpan Guzara Tha Wo Ghar Pahchante Hain

You can read Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai written by Munawwar Hashmi at UrduPoint. Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Hashmi' above.

Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.