اÙر Ú©ÙØ¦Û Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº اپÙا سÛارا باÙÛ
Ù ÙÙر Ûاش٠Û
اÙر Ú©ÙØ¦Û Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº اپÙا سÛارا باÙÛ
اب ÛÛ Ø³ÛÙÛ Ù ÛÚº ÙÙØ· درد ت٠Ûارا باÙÛ
ÙرÛÛ Ø¬Ø§Úº Ø¨Ú¾Û ÛÛ Ø§Ùر دعÙت دÛدار Ø¨Ú¾Û ÛÛ
Ø¢ÙÚ©Ú¾ باÙÛ ÙÛÛÚº ÙÛÚ©Ù ÛÛ ÙØ¸Ø§Ø±Û Ø¨Ø§ÙÛ
باÙÛ Ø¢Ø«Ø§Ø± ÛÛÚº بس ÙÛر خدا Ú©Û Ûر سÙ
Ú©ÙØ¦Û Ø·ÙÙاں ÛÛ ÙÛ Ú©Ø´ØªÛ ÙÛ Ú©ÙØ§Ø±Û Ø¨Ø§ÙÛ
اس Ú©Û Ø¢ÙÛ Ú©Û ÛÛ Ù ÙÛÙÙ Ø³Û Ø§Ù Ûد ابھÛ
آس٠اں پر ÛÛ Ø§Ø¨Ú¾Û Ø§ÛÚ© Ø³ØªØ§Ø±Û Ø¨Ø§ÙÛ
د٠٠جاں Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº دÙÛا Ø¨Ú¾Û ÙÛÛÚº ÛÛ Ø§Ù¾ÙÛ
سÙÚØªÛ ÛÛÚº Ú©Û ÛÛاں Ú©Ûا ÛÛ Û٠ارا باÙÛ
جاÙÛ Ú©Ø³ س٠ت ÛÙØ¦Û ÙÙÚ¯ رÙاÙÛ Ø³Ø§Ø±Û
اÛÚ© Ù ÛÚº Ø´Ûر Ù ÛÚº ÛÙÚº درد کا ٠ارا باÙÛ
Ù ÙÙر Ûاش٠Û
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi
Munawwar Hashmi
ab hai sine mein faqat dard tumhaara baqi
qarya-e-jaan bhi hai aur dawat-e-didar bhi hai
aankh baqi nahin lekin hai nazara baqi
baqi aasar hain bas qahr-e-KHuda ke har-su
koi tufan hai na kashti na kinara baqi
us ke aane ki hai mauhum si ummid abhi
aasman par hai abhi ek sitara baqi
dil-o-jaan bhi nahin duniya bhi nahin hai apni
sochte hain ki yahan kya hai hamara baqi
jaane kis samt hue log rawana sare
ek main shahr mein hun dard ka mara baqi
(497) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi written by Munawwar Hashmi at UrduPoint. Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi is one of the masterpieces written by Munawwar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Hashmi' above.
Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.