Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Munawwar Hashmi

Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Hashmi. Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عشق کا اعتبار ہیں ہم لوگ

منور ہاشمی

عشق کا اعتبار ہیں ہم لوگ

زندگی کا وقار ہیں ہم لوگ

گرد لیل و نہار ہیں لیکن

غازہ نو بہار ہیں ہم لوگ

سر پہ بار فلک اٹھائے ہیں

گو نحیف و نزار ہیں ہم لوگ

دشمنوں کے لئے پیام مرگ

اور یاروں کے یار ہیں ہم لوگ

زندگانی گنوا نہ دے ہم کو

حاصل روزگار ہیں ہم لوگ

اک سفر تیرگی میں جاری ہے

اسپ شب پر سوار ہیں ہم لوگ

حسن کی قدر ہے ہمیں معلوم

شاعروں میں شمار ہیں ہم لوگ

آئنہ دیکھنا بھی ہے مشکل

اس قدر شرمسار ہیں ہم لوگ

ہم منورؔ ہیں پاسباں گل کے

اس گلستاں میں خار ہیں ہم لوگ

منور ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log

Munawwar Hashmi

ishq ka eatibar hain hum log
zindagi ka waqar hain hum log

gard-e-lail-o-nahaar hain lekin
ghaza-e-nau-bahaar hain hum log

sar pe bar-e-falak uThae hain
go nahif-o-nazar hain hum log

dushmanon ke liye payam-e-marg
aur yaron ke yar hain hum log

zindagani ganwa na de hum ko
hasil-e-rozgar hain hum log

ek safar tirgi mein jari hai
asp-e-shab par sawar hain hum log

husn ki qadr hai hamein malum
shairon mein shumar hain hum log

aaina dekhna bhi hai mushkil
is qadar sharmsar hain hum log

hum 'munawar' hain pasban gul ke
is gulistan mein KHar hain hum log

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munawwar Hashmi Poetry

جب زمانے میں فقط افسردگی رہ جائے گی

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Jab Zamane Mein Faqat Afsurdagi Rah Jaegi

روز گرے اک خواب عمارت ملبے میں دب جاؤں

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Roz Gire Ek Khwab-e-imarat Malbe Mein Dab Jaun

ہم اپنی جاگتی آنکھوں میں خواب لے کے چلے

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Hum Apni Jagti Aankhon Mein Khwab Le Ke Chale

عشق کا اعتبار ہیں ہم لوگ

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log

سر اٹھائے گی اگر رسم جفا میرے بعد

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Sar Uthaegi Agar Rasm-e-jafa Mere Baad

چشم آہو اور ہے اس کی کہانی اور ہے

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Chashm-e-ahu Aur Hai Isko Kahani Aur Hai

اگرچہ موت کو ہم نے گلے لگایا نہیں

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Agarche Maut Ko Humne Gale Lagaya Nahin

سب کی آواز میں آواز ملا رکھی ہے

Munawwar Hashmi - منور ہاشمی

Sab Ki Aawaz Mein Aawaz Mila Rakkhi Hai

You can read Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log written by Munawwar Hashmi at UrduPoint. Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Munawwar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Hashmi' above.

Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ka Eatibar Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.