Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein, Urdu Ghazal By Kashif Akhtar

Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kashif Akhtar. Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

مرا وجود وہی ہے تری کہانی میں

کاشف اختر

مرا وجود وہی ہے تری کہانی میں

کہ جیسے مچھلیاں پلتی ہیں یار پانی میں

لبوں کی چاشنی ہے آج تک وہی کی وہی

تمہارا نام لیا تھا کبھی روانی میں

بچھڑ کے اس سے کسی اور سے ملا تھا میں

بدل کے شکل وہ آیا تھا زندگانی میں

میں اس کے جسم کی خوشبو کو ڈھونڈھتا ہی رہا

نہ وہ گلاب میں پائی نہ رات رانی میں

کسی کو اندھے کنویں میں امان بخشی ہے

کسی کی جان بچائی ہے بہتے پانی میں

سخن کی بارشیں ہوتی ہیں آج تک کاشفؔ

کسی کا شعر سنا تھا کبھی جوانی میں

کاشف اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein

Kashif Akhtar

mera wajud wahi hai teri kahani mein
ki jaise machhliyan palti hain yar pani mein

labon ki chashni hai aaj tak wahi ki wahi
tumhaara nam liya tha kabhi rawani mein

bichhaD ke us se kisi aur se mila tha main
badal ke shakl wo aaya tha zindagani mein

main us ke jism ki KHushbu ko DhunDhta hi raha
na wo gulab mein pai na raat rani mein

kisi ko andhe kuen mein aman baKHshi hai
kisi ki jaan bachai hai bahte pani mein

suKHan ki barishen hoti hain aaj tak 'kashif'
kisi ka sher suna tha kabhi jawani mein

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kashif Akhtar Poetry

تمہارے بن گزارا ہو رہا ہے

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Tumhaare Bin Guzara Ho Raha Hai

آج بے پردہ نظر آنے میں کیا رکھا ہے

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai

مجھے رہین غم و ہجر و یاس رہنے دو

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Mujhe Rahin-e-gham-o-hijr-o-yas Rahne Do

جن کے چرچے شہر بھر میں پاک دامانی میں ہیں

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Jin Ke Charche Shahr Bhar Mein Pak-damani Mein Hain

تمہارے ساتھ جو لمحات تھے گزارے ہوئے

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Tumhaare Sath Jo Lamhat The Guzare Hue

ہم دونوں ایک ساتھ ہوں فصل بہار میں

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Hum Donon Ek Sath Hon Fasl-e-bahaar Mein

لوگ کوشش میں ہیں میرا قد گھٹانے کے لئے

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Log Koshish Mein Hain Mera Qad Ghatane Ke Liye

جب مری آنکھ میں لہو اترا

Kashif Akhtar - کاشف اختر

Jab Meri Aankh Mein Lahu Utra

You can read Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein written by Kashif Akhtar at UrduPoint. Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein is one of the masterpieces written by Kashif Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Kashif Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kashif Akhtar' above.

Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Wajud Wahi Hai Teri Kahani Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.