Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain, Urdu Ghazal By Kaif Moradaabadi

Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Moradaabadi. Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اہل دل جو بھی بات کہتے ہیں

کیف مرادآبادی

اہل دل جو بھی بات کہتے ہیں

کوئی راز حیات کہتے ہیں

ان کے غم سے ہے جاوداں ورنہ

زیست کو بے ثبات کہتے ہیں

ہائے وہ دور عشق جب آنسو

داستان حیات کہتے ہیں

خواب غفلت میں جو گزرتا ہے

ہم تو اس دن کو رات کہتے ہیں

عشق کی اصطلاح میں غم کو

انقلاب حیات کہتے ہیں

جو بھی ہیں واقف حقیقت دل

دل کو ہی کائنات کہتے ہیں

لفظ و معنی میں آ نہیں سکتی

وہ نظر سے جو بات کہتے ہیں

مرد حق میں تو ماسوا کو بھی

پرتو حسن ذات کہتے ہیں

مدتوں غور کرنا پڑتا ہے

ان سے جب دل کی بات کہتے ہیں

کار گاہ نقوش عبرت کو

کیفؔ سب کائنات کہتے ہیں

کیف مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain

Kaif Moradaabadi

ahl-e-dil jo bhi baat kahte hain
koi raaz-e-hayat kahte hain

un ke gham se hai jawedan warna
zist ko be-sabaat kahte hain

hae wo daur-e-ishq jab aansu
dastan-e-hayat kahte hain

KHwab-e-ghaflat mein jo guzarta hai
hum to us din ko raat kahte hain

ishq ki istilah mein gham ko
inqalab-e-hayat kahte hain

jo bhi hain waqif-e-haqiqat-e-dil
dil ko hi kaenat kahte hain

lafz-o-mani mein aa nahin sakti
wo nazar se jo baat kahte hain

mard-e-haq mein to ma-siwa ko bhi
partaw-e-husn-e-zat kahte hain

muddaton ghaur karna paDta hai
un se jab dil ki baat kahte hain

kar-gah-e-nuqush-e-ibrat ko
'kaif' sab kaenat kahte hain

(619) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kaif Moradaabadi Poetry

اے جنون بندگیٔ شوق یہ کیا کر دیا

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Ai Junun-e-bandagi-e-shauq Ye Kya Kar Diya

حالت دل وہی رہی مقصد دل کو پا کے بھی

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Haalat-e-dil Wahi Rahi Maqsad-e-dil Ko Pa Ke Bhi

وہ غم دے رہے ہیں خوشی ہو رہی ہے

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Wo Gham De Rahe Hain Khushi Ho Rahi Hai

کیا خبر تھی عشق میں ایسا بھی اک دور آئے ہے

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Kya Khabar Thi Ishq Mein Aisa Bhi Ek Daur Aae Hai

بقا کی فکر کرو خود ہی زندگی کے لئے

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Baqa Ki Fikr Karo Khud Hi Zindagi Ke Liye

جنون شوق کا حاصل نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھے

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Junun-e-shauq Ka Hasil Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe

بڑھے چلو کہ زمانے کو یہ دکھانا ہے

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Badhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai

جنون عشق یہ کیا رنگ محفل ہے جہاں میں ہوں

Kaif Moradaabadi - کیف مرادآبادی

Junun-e-ishq Ye Kya Rang-e-mahfil Hai Jahan Main Hun

You can read Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain written by Kaif Moradaabadi at UrduPoint. Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain is one of the masterpieces written by Kaif Moradaabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Moradaabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Moradaabadi' above.

Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ahl-e-dil Jo Bhi Baat Kahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.