Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe, Urdu Ghazal By Asif Jamal

Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asif Jamal. Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

وہ بے ہنر ہوں کہ ہے زندگی وبال مجھے

آصف جمال

وہ بے ہنر ہوں کہ ہے زندگی وبال مجھے

کمال گر نہیں دیتا تو دے زوال مجھے

وہ بد گمان ہوا ہوں کہ اعتبار اٹھا

صداقتوں پہ بھی کیا کیا ہیں احتمال مجھے

میں اپنے آپ کو پہچاننے سے ڈرتا ہوں

تباہ کر گئی یہ گرد ماہ و سال مجھے

غضب ہوا تری یادوں نے ساتھ چھوڑ دیا

ہنوز میری محبت ہے اک سوال مجھے

یہ کیا ہوا کہ ہوس کی گرفت تنگ ہوئی

میں تجھ سے ہاتھ چھڑانے کو ہوں سنبھال مجھے

وہ فاصلے ہیں کہ آنکھوں میں خواب ناچتے ہیں

ملی فراق میں بھی لذت وصال مجھے

وہ بے وفا ہے تو اس کا بھی غم بہت ہے مگر

میں با وفا ہوں تو اس کا بھی ہے ملال مجھے

آصف جمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe

Asif Jamal

wo be-hunar hun ki hai zindagi wabaal mujhe
kamal gar nahin deta to de zawal mujhe

wo bad-guman hua hun ki e'tibar uTha
sadaqaton pe bhi kya kya hain ehtimal mujhe

main apne aap ko pahchanne se Darta hun
tabah kar gai ye gard-e-mah-o-sal mujhe

ghazab hua teri yaadon ne sath chhoD diya
hanuz meri mohabbat hai ek sawal mujhe

ye kya hua ki hawas ki giraft tang hui
main tujh se hath chhuDane ko hun sambhaal mujhe

wo fasle hain ki aankhon mein KHwab nachte hain
mili firaq mein bhi lazzat-e-visal mujhe

wo bewafa hai to is ka bhi gham bahut hai magar
main ba-wafa hun to is ka bhi hai malal mujhe

(1167) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Asif Jamal Poetry

سائے کی طرح کوئی مرے ساتھ لگا تھا

Asif Jamal - آصف جمال

Sae Ki Tarah Koi Mere Sath Laga Tha

آنکھ بے خواب ہوئی ہے کیسی

Asif Jamal - آصف جمال

Aankh Be-khwab Hui Hai Kaisi

مگر نہیں تھا فقط میرؔ خوار میں بھی تھا

Asif Jamal - آصف جمال

Magar Nahin Tha Faqat Mir Khwar Main Bhi Tha

دل ہے کہ ہمیں پھر سے ادھر لے کے چلا ہے

Asif Jamal - آصف جمال

Dil Hai Ki Hamein Phir Se Udhar Le Ke Chala Hai

بھولے ہوئے ہیں سب کہ ہے کار جہاں بہت

Asif Jamal - آصف جمال

Bhule Hue Hain Sab Ki Hai Kar-e-jahan Bahut

وہ بے ہنر ہوں کہ ہے زندگی وبال مجھے

Asif Jamal - آصف جمال

Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe

ہم بھی تھے گوشہ گیر کہ گمنام تھے بہت

Asif Jamal - آصف جمال

Hum Bhi The Gosha-gir Ki Gumnam The Bahut

ایک سرد جنگ ہے اب محبتیں کہاں

Asif Jamal - آصف جمال

Ek Sard Jang Hai Ab Mohabbaten Kahan

You can read Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe written by Asif Jamal at UrduPoint. Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe is one of the masterpieces written by Asif Jamal. You can also find the complete poetry collection of Asif Jamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asif Jamal' above.

Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Be-hunar Hun Ki Hai Zindagi Wabaal Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.