Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun, Urdu Ghazal By Anjum Siddiqui

Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Siddiqui. Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

حیات رائیگاں ہے اور میں ہوں

انجم صدیقی

حیات رائیگاں ہے اور میں ہوں

یہ وقت امتحاں ہے اور میں ہوں

مری تنہائی کا عالم نہ پوچھو

خیال دوستاں ہے اور میں ہوں

لبوں پر مہر خاموشی ہے لیکن

نگاہوں کی زباں ہے اور میں ہوں

مری تقدیر مجھ سے بد گماں ہے

نصیب دشمناں ہے اور میں ہوں

جگر میں سوز ہے اور دل میں میرے

مرا درد نہاں ہے اور میں ہوں

گریباں چاک لٹ الجھی ہوئی ہیں

بڑا دل کش سماں ہے اور میں ہوں

فلک والے مجھے پہچانتے ہیں

یہ میری کہکشاں ہے اور میں ہوں

انجم صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun

Anjum Siddiqui

hayat-e-raegan hai aur main hun
ye waqt-e-imtihan hai aur main hun

meri tanhai ka aalam na puchho
KHayal-e-dostan hai aur main hun

labon par mohr-e-KHamoshi hai lekin
nigahon ki zaban hai aur main hun

meri taqdir mujh se bad-guman hai
nasib-e-dushmanan hai aur main hun

jigar mein soz hai aur dil mein mere
mera dard-e-nihan hai aur main hun

gareban chaak laT uljhi hui hain
baDa dilkash saman hai aur main hun

falak wale mujhe pahchante hain
ye meri kahkashan hai aur main hun

(938) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Anjum Siddiqui Poetry

غم سہیں یا خوشی کو پیار کریں

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Gham Sahen Ya Khushi Ko Pyar Karen

مری تنہائی کا عالم نہ پوچھو

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Meri Tanhai Ka Aalam Na Puchho

آرزو کی یہ سزا ہے کہ زمانہ ہے خلاف

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Aarzu Ki Ye Saza Hai Ki Zamana Hai Khilaf

فصل گل آ گئی ہے اہل جنوں

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Fasl-e-gul Aa Gai Hai Ahl-e-junun

دماغ ان کے تجسس میں جسم گھر میں رہا

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Dimagh Un Ke Tajassus Mein Jism Ghar Mein Raha

کیا خبر تھی کہ ترے ساتھ یہ دنیا ہوگی

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Kya Khabar Thi Ki Tere Sath Ye Duniya Hogi

اک تبسم ہزارہا آنسو

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Ek Tabassum Hazar-ha Aansu

دماغ ان کے تجسس میں جسم گھر میں رہا

Anjum Siddiqui - انجم صدیقی

Dimagh Un Ke Tajassus Mein Jism Ghar Mein Raha

You can read Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun written by Anjum Siddiqui at UrduPoint. Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Anjum Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Anjum Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Siddiqui' above.

Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hayat-e-raegan Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.