Bahaar Aur Main, Urdu Nazam By Vafa Barahi

Bahaar Aur Main is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Vafa Barahi. Bahaar Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Bahaar Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بہار اور میں

وفا براہی

بہار در بہار ہے

چمن میں یہ پکار ہے

فضائے مرغزار ہے

ہوائے خوشگوار ہے

چلو چلو امنگ میں

بڑھو بڑھو ترنگ میں

گلوں پہ اک نکھار ہے

زمین لالہ زار ہے

خیال شعلہ بار ہے

نگاہ بے قرار ہے

بہار گو ہے جوش پر

خزاں ہے اس کے دوش پر

جو بحر ہے خوش آب ہے

وہ خوش ہے جو حباب ہے

سماں ہی لا جواب ہے

سکوں میں اضطراب ہے

نکھار ہے سنگار ہے

ابھار ہی ابھار ہے

نہ کوئی رازدار ہے

نہ کوئی غم گسار ہے

نہ دل پہ اختیار ہے

نہ جی کا اعتبار ہے

عجیب میرا حال ہے

کہ زندگی وبال ہے

چمن ہے سارا خندہ زن

طیور سب ہیں نغمہ زن

کھڑی ہوئی ہے ہر پھبن

خزاں کا پہنے پیرہن

رہے گا حسن دہر کیا

نہ ڈھائے گا یہ قہر کیا

نہ دل کا انتخاب ہے

نہ کوئی بے حجاب ہے

نہ عالم شباب ہے

جو دیکھتا ہوں خواب ہے

جہان کو بقا کہاں

کرم کہاں وفا کہاں

وفا براہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Aur Main

Vafa Barahi

bahaar-dar-bahaar hai
chaman mein ye pukar hai
faza-e-murgh-zar hai
hawa-e-KHush-gawar hai
chalo chalo umang mein
baDho baDho tarang mein

gulon pe ek nikhaar hai
zamin lala-zar hai
KHayal shoala-bar hai
nigah be-qarar hai
bahaar go hai josh par
KHizan hai us ke dosh par

jo bahr hai KHush-ab hai
wo KHush hai jo habab hai
saman hi la-jawab hai
sukun mein iztirab hai
nikhaar hai singar hai
ubhaar hi ubhaar hai

na koi raazdar hai
na koi gham-gusar hai
na dil pe iKHtiyar hai
na ji ka eatibar hai
ajib mera haal hai
ki zindagi wabaal hai

chaman hai sara KHanda-zan
tuyur sab hain naghma-zan
khaDi hui hai har phaban
KHizan ka pahne pairahan
rahega husn-e-dahr kya
na Dhaega ye qahr kya

na dil ka intiKHab hai
na koi be-hijab hai
na aalam-e-shabab hai
jo dekhta hun KHwab hai
jahan ko baqa kahan
karam kahan wafa kahan

(786) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Aur Main written by Vafa Barahi at UrduPoint. Bahaar Aur Main is one of the masterpieces written by Vafa Barahi. You can also find the complete poetry collection of Vafa Barahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vafa Barahi' above.

Bahaar Aur Main is a widely read Urdu Nazam. If you like Bahaar Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.