ØªÚ¾Û ÙØ¸Ø§Ø±Û Ú©Û Ú¯Ú¾Ø§Øª Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
سÛد اÙغا عÙÛ Ù Ûر
ØªÚ¾Û ÙØ¸Ø§Ø±Û Ú©Û Ú¯Ú¾Ø§Øª Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
Ú©Ù¹ Ú¯Ø¦Û Ø³Ø§Ø±Û Ø±Ø§Øª Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
دÛکھ٠ا٠آÙÚ©Ú¾ÙÚº Ú©Û Ø³Ø®Ù Ú¯ÙئÛ
ÛÛ Ø´Ø±Ø§Ø±Øª Ú©Û Ø¨Ø§Øª Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
تÙØ® باتÛÚº ÛÛÚº Ù ÛÙ¹Ú¾Û ÙظرÛÚº ÛÛÚº
زÛر Ù ÙÛ Ù ÛÚº بÙات Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
رÙÙا Ùس٠ت Ù ÛÚº ÛÛ Ù Ø±ÙÚº Ú©ÛÙÚº کر
ÛÛ ÛÛ Ø¢Ø¨ ØÛات Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
ÙÛ Ø¬Ù Ø¯ÛÚ©Ú¾Û Ø¬ÛÙÚº ÙÛ Ø¯ÛÚ©Ú¾Û Ù Ø±ÙÚº
ÛÛ ØÛات ٠٠٠ات Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
دÛÚ©Ú¾ÛÛ Úش٠عÙ٠رØ٠ت سÛ
Ù ÛØ±Ø Ú©Û ÛÛ Ùجات Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº
سÛد اÙغا عÙÛ Ù Ûر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein
Syed Agha Ali Mehr
kaT gai sari raat aankhon mein
dekho un aankhon ki suKHan-goi
hai shararat ki baat aankhon mein
talKH baaten hain miThi nazren hain
zahar munh mein banat aankhon mein
rona qismat mein hai marun kyunkar
hai ye aab-e-hayat aankhon mein
wo jo dekhe jiyun na dekhe marun
hai hayat-o-mamat aankhon mein
dekhiye chashm-e-afw-e-rahmat se
'mehr' ki hai najat aankhon mein
(318) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein written by Syed Agha Ali Mehr at UrduPoint. Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Syed Agha Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Syed Agha Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Agha Ali Mehr' above.
Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.