Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai, Urdu Ghazal By Sulaiman Areeb

Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sulaiman Areeb. Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ بھی شاید ترا انداز دل آرائی ہے

سلیمان اریب

یہ بھی شاید ترا انداز دل آرائی ہے

ہم نے ہر سانس پہ مرنے کی سزا پائی ہے

کیسا پیغام کہاں سے یہ صبا لائی ہے

شاخ گل صبح بہاراں ہی میں مرجھائی ہے

دل کے آباد خرابے میں نہ شب ہے نہ سحر

چاندنی لے کے تری یاد کہاں آئی ہے

تو مرے چاک گریباں سے تو محجوب نہ ہو

میں نے کب تیری محبت کی قسم کھائی ہے

تجھ کو اس طرح بھی دیکھا ہے مری آنکھوں میں

تیری آواز کی تصویر اتر آئی ہے

تیری محفل میں کہ مقتل میں کہیں دیکھا تھا

زندگی سے مری بس اتنی شناسائی ہے

کیا ترا حال بھی اے انجمن آرا ہے یہی

میں ترے پاس ہوں لیکن وہی تنہائی ہے

سلیمان اریب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai

Sulaiman Areeb

ye bhi shayad tera andaz-e-dil-arai hai
hum ne har sans pe marne ki saza pai hai

kaisa paigham kahan se ye saba lai hai
shaKH-e-gul subh-e-bahaaran hi mein murjhai hai

dil ke aabaad KHarabe mein na shab hai na sahar
chandni le ke teri yaad kahan aai hai

tu mere chaak-e-gareban se to mahjub na ho
main ne kab teri mohabbat ki qasam khai hai

tujh ko is tarah bhi dekha hai meri aankhon mein
teri aawaz ki taswir utar aai hai

teri mahfil mein ki maqtal mein kahin dekha tha
zindagi se meri bas itni shanasai hai

kya tera haal bhi ai anjuman-ara hai yahi
main tere pas hun lekin wahi tanhai hai

(690) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sulaiman Areeb Poetry

بھیس کیا کیا نہ زمانے میں بنائے ہم نے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Bhes Kya Kya Na Zamane Mein Banae Humne

لا یعنیت

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

La-yaniyat

نہیں جو تیری خوشی لب پہ کیوں ہنسی آئے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Nahin Jo Teri Khushi Lab Pe Kyun Hansi Aae

آج بھی ہاتھ پہ ہے تیرے پسینے کی تری

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Aaj Bhi Hath Pe Hai Tere Pasine Ki Tari

ابلاغ

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Iblagh

جو پا کر بھی کچھ نہیں کھوتے وہ روتے ہیں اس دنیا میں

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Jo Pa Kar Bhi Kuchh Nahin Khote Wo Rote Hain Is Duniya Mein

یہ ہاتھ

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Ye Hath

یہ بھی شاید ترا انداز دل آرائی ہے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai

You can read Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai written by Sulaiman Areeb at UrduPoint. Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai is one of the masterpieces written by Sulaiman Areeb. You can also find the complete poetry collection of Sulaiman Areeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sulaiman Areeb' above.

Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.