Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi, Urdu Ghazal By Sulaiman Areeb

Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sulaiman Areeb. Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

پیار کا درد کا مذہب نہیں ہوتا کوئی

سلیمان اریب

پیار کا درد کا مذہب نہیں ہوتا کوئی

کعبہ و دیر سے مطلب نہیں ہوتا کوئی

سچ تو یہ ہے کہ میں ہر بزم میں تنہا ہی رہا

یوں مگر پاس مرے کب نہیں ہوتا کوئی

جان و ایماں سہی سب کچھ سہی تو مرے لیے

ہائے کس منہ سے کہوں سب نہیں ہوتا کوئی

ایک سایہ تھا جسے میں نے پکڑنا چاہا

وہ جو ہوتا تھا کوئی اب نہیں ہوتا کوئی

چاندنی پھول ہوا جام ستارے خوشبو

زہر کے نام ہیں جس شب نہیں ہوتا کوئی

مجھ کو خود مجھ سے بھی ملنے نہیں دیتی دنیا

چھپ کے ملتا ہوں کبھی جب نہیں ہوتا کوئی

جس کو مل جائے یہ دولت ہو مبارک اس کو

شعر سب کے لئے منصب نہیں ہوتا کوئی

سلیمان اریب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi

Sulaiman Areeb

pyar ka dard ka mazhab nahin hota koi
kaba-o-dair se matlab nahin hota koi

sach to ye hai ki main har bazm mein tanha hi raha
yun magar pas mere kab nahin hota koi

jaan-o-iman sahi sab kuchh sahi tu mere liye
hae kis munh se kahun sab nahin hota koi

ek saya tha jise main ne pakaDna chaha
wo jo hota tha koi ab nahin hota koi

chandni phul hawa jam sitare KHushbu
zahr ke nam hain jis shab nahin hota koi

mujh ko KHud mujh se bhi milne nahin deti duniya
chhup ke milta hun kabhi jab nahin hota koi

jis ko mil jae ye daulat ho mubarak us ko
sher sab ke liye mansab nahin hota koi

(786) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sulaiman Areeb Poetry

لا یعنیت

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

La-yaniyat

کوئی دشمن کوئی ہمدم بھی نہیں ساتھ اپنے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Koi Dushman Koi Hamdam Bhi Nahin Sath Apne

تمہاری قید وفا سے جو چھوٹ جاؤں گا

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Tumhaari Qaid-e-wafa Se Jo Chhut Jaunga

یہ ہاتھ

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Ye Hath

آخری لفظ پہلی آواز

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Aakhiri Lafz Pahli Aawaz

نہیں جو تیری خوشی لب پہ کیوں ہنسی آئے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Nahin Jo Teri Khushi Lab Pe Kyun Hansi Aae

جو تیرے حسن میں نرمی بھی بانکپن بھی ہے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Jo Tere Husn Mein Narmi Bhi Bankpan Bhi Hai

یہ بھی شاید ترا انداز دل آرائی ہے

Sulaiman Areeb - سلیمان اریب

Ye Bhi Shayad Tera Andaz-e-dil-arai Hai

You can read Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi written by Sulaiman Areeb at UrduPoint. Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi is one of the masterpieces written by Sulaiman Areeb. You can also find the complete poetry collection of Sulaiman Areeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sulaiman Areeb' above.

Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pyar Ka Dard Ka Mazhab Nahin Hota Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.