Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein, Urdu Ghazal By Sudarshan Kanwal

Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sudarshan Kanwal. Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اس واسطے کہ دل ہے مسلسل عذاب میں

سدرشن کنول

اس واسطے کہ دل ہے مسلسل عذاب میں

ہم پی رہے ہیں زہر ملا کر شراب میں

مدہوش اس قدر ہوں شب ماہتاب میں

ڈوبے ہوئے ہیں جیب و گریباں شراب میں

اے کاش ان کو پھر تری آواز مل سکے

نغمے تڑپ رہے ہیں جو میرے رباب میں

وہ شخص تھا کبھی جو رگ جاں سے بھی قریب

اب وہ کسی خیال میں ہے اور نہ خواب میں

کچھ عقل و ہوش و فہم و فراست میں کھو گئے

کچھ دوست خود کو ڈھونڈ رہے ہیں شراب میں

کیوں مجھ پہ مہرباں ہے غم زیست ان دنوں

کیا ایسی بات ہے مرے حال خراب میں

اک پختہ طبع رند خرابات ہے کنولؔ

واعظ جو چاہے عیب نکالیں شراب میں

سدرشن کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein

Sudarshan Kanwal

is waste ki dil hai musalsal azab mein
hum pi rahe hain zahr mila kar sharab mein

madhosh is qadar hun shab-e-mahtab mein
Dube hue hain jaib-o-gareban sharab mein

ai kash un ko phir teri aawaz mil sake
naghme taDap rahe hain jo mere rabab mein

wo shaKHs tha kabhi jo rag-e-jaan se bhi qarib
ab wo kisi KHayal mein hai aur na KHwab mein

kuchh aql-o-hosh-o-fahm-o-firasat mein kho gae
kuchh dost KHud ko DhunD rahe hain sharab mein

kyon mujh pe mehrban hai gham-e-zist in dinon
kya aisi baat hai mere haal-e-KHarab mein

ek puKHta-taba rind-e-KHarabaat hai 'kanwal'
waiz jo chahe aib nikalen sharab mein

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sudarshan Kanwal Poetry

منزل ہے نہ کوئی سفر ہے

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Manzil Hai Na Koi Safar Hai

میرے زخم جگر کی گہرائی

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Mere Zakhm-e-jigar Ki Gahrai

تو کسی پھول کو نہ خار کو دیکھ

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Tu Kisi Phul Ko Na Khaar Ko Dekh

کوئی شیشہ نہیں شراب نہیں

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Koi Shisha Nahin Sharab Nahin

دن تو اے دوست کسی طور گزر جاتا ہے

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Din To Ai Dost Kisi Taur Guzar Jata Hai

حالات سازگار بنانے میں رہ گیا

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Haalat Sazgar Banane Mein Rah Gaya

اس واسطے کہ دل ہے مسلسل عذاب میں

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein

دیار شب میں نہیں وادیٔ سحر میں نہیں

Sudarshan Kanwal - سدرشن کنول

Dayar-e-shab Mein Nahin Wadi-e-sahar Mein Nahin

You can read Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein written by Sudarshan Kanwal at UrduPoint. Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein is one of the masterpieces written by Sudarshan Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Sudarshan Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sudarshan Kanwal' above.

Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Waste Ki Dil Hai Musalsal Azab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.