Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

مجھے تو رنج قبا ہائے تار تار کا ہے

شوکت واسطی

مجھے تو رنج قبا ہائے تار تار کا ہے

خزاں سے بڑھ کے گلوں پر ستم بہار کا ہے

کوئی نگاہ تو قندیل صرف منزل کی

چراغ دل کوئی ہر ایک رہ گزار کا ہے

ہر ایک ذرے کو ہے آفتاب کی توفیق

ہر ایک قطرے میں امکان آبشار کا ہے

ہزار رنگ صبوحی میں سو فسوں گل میں

مگر جو روپ لب و عارض نگار کا ہے

اگر نشہ ہے تو ساقی کی مست آنکھوں میں

اگر مزہ ہے تو محبوب کے کنار کا ہے

ہمارے عشق کی سنجیدگی پہ طنز نہ کر

ہمیں خبر ہے مگر مسئلہ وقار کا ہے

کسی کے وصل کے لمحے بھی خوب تھے شوکتؔ

مگر جو ہجر میں عالم یہ انتظار کا ہے

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai

Shaukat Wasti

mujhe to ranj qaba-ha-e-tar-tar ka hai
KHizan se baDh ke gulon par sitam bahaar ka hai

koi nigah to qindil sirf manzil ki
charagh-e-dil koi har ek rahguzar ka hai

har ek zarre ko hai aaftab ki taufiq
har ek qatre mein imkan aabshaar ka hai

hazar rang subuhi mein sau fusun gul mein
magar jo rup lab-o-ariz-e-nigar ka hai

agar nasha hai to saqi ki mast aankhon mein
agar maza hai to mahbub ke kanar ka hai

hamare ishq ki sanjidgi pe tanz na kar
hamein KHabar hai magar masala waqar ka hai

kisi ke wasl ke lamhe bhi KHub the 'shaukat'
magar jo hijr mein aalam ye intizar ka hai

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shaukat Wasti Poetry

مدعی خوش کہ ہے وہ مرد یگانہ پیدا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Muddai Khush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida

میرا ہی دل ہے بساط حسرت وگرنہ دنیا میں کیا نہیں ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Mera Hi Dil Hai Bisat-e-hasrat Wagarna Duniya Mein Kya Nahin Hai

اس لئے میں جرم مے نوشی پر آمادہ نہ تھا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Is Liye Main Jurm-e-mai-noshi Par Aamada Na Tha

بجھ جائے جو دل نغز بیانی نہیں رہتی

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Bujh Jae Jo Dil Naghz-bayani Nahin Rahti

مستی ہے کیفیت ہے نشہ ہے شراب ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Masti Hai Kaifiyat Hai Nasha Hai Sharab Hai

شب فراق تھی ہم ذکر یار کرتے رہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Shab-e-firaq Thi Hum Zikr-e-yar Karte Rahe

ہمدم نہ ڈر کہاں کا زمانہ کہاں کے لوگ

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Hamdam Na Dar Kahan Ka Zamana Kahan Ke Log

جھانک کر ذات کے اندر یہ تماشا دیکھو

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Jhank Kar Zat Ke Andar Ye Tamasha Dekho

You can read Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe To Ranj Qaba-ha-e-tar-tar Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.