Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

مدعی خوش کہ ہے وہ مرد یگانہ پیدا

شوکت واسطی

مدعی خوش کہ ہے وہ مرد یگانہ پیدا

اور ہمیں چاہ کرے ہم سا زمانہ پیدا

ہر فسانے میں حقیقت کا کوئی شائبہ ہے

ہر حقیقت سے بالآخر ہے فسانہ پیدا

ہر جواں قلب کسی شوخ نظر کی زد میں

یہ وہ نخچیر کرے آپ نشانہ پیدا

آنکھ کے وصف سے بھی حسن نمایاں ہے مگر

عشق کے دم سے تو ہے آئنہ خانہ پیدا

ہو مقدر میں اگر حسن طبیعت کا صلہ

آپ کر لیتے ہیں حالات بہانہ پیدا

طائر شوق ہما وہ جو کرے بال کشا

ہو بیابان لق و دق میں خزانہ پیدا

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida

Shaukat Wasti

muddai KHush ki hai wo mard yagana paida
aur hamein chah kare hum sa zamana paida

har fasane mein haqiqat ka koi shaiba hai
har haqiqat se bil-aKHir hai fasana paida

har jawan-qalb kisi shoKH-nazar ki zad mein
ye wo naKHchir kare aap nishana paida

aankh ke wasf se bhi husn numayan hai magar
ishq ke dam se to hai aaina-KHana paida

ho muqaddar mein agar husn-e-tabiat ka sila
aap kar lete hain haalat bahana paida

tair-e-shauq-e-huma wo jo kare baal kusha
ho bayaban-e-laq-o-daq mein KHazana paida

(439) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shaukat Wasti Poetry

گرد رہ کارواں رہے ہیں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Gard-e-rah-e-karwan Rahe Hain

عجیب بات ہے دن بھر کے اہتمام کے بعد

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ajib Baat Hai Din Bhar Ke Ehtimam Ke Baad

آئے کیا آپ کی پناہ میں ہم

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Aae Kya Aap Ki Panah Mein Hum

بھولتے جاتے ہیں یادوں میں سمانے والے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Bhulte Jate Hain Yaadon Mein Samane Wale

اجڑے ہوئے دل میں بھی ترا دھیان رہا ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ujde Hue Dil Mein Bhi Tera Dhyan Raha Hai

نہ ساتھ خوش تھا بچھڑ کے وہ کچھ اداس تو ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Na Sath Khush Tha Bichhad Ke Wo Kuchh Udas To Hai

عجیب بات ہے دن بھر کے اہتمام کے بعد

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ajib Baat Hai Din Bhar Ke Ehtimam Ke Baad

جس کی رہی تلاش ہمیشہ وہ تو نہ ہو

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Jis Ki Rahi Talash Hamesha Wo Tu Na Ho

You can read Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muddai KHush Ki Hai Wo Mard Yagana Paida, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.