Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka, Urdu Ghazal By Shan Bharti

Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shan Bharti. Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ اور بات کہ اس سے ہے واسطہ دل کا

شان بھارتی

یہ اور بات کہ اس سے ہے واسطہ دل کا

جو آ گیا تو عجب حال ہو گیا دل کا

جو چاہے دیکھنا دیکھے وہ باطنی تصویر

اٹھائے ہاتھ میں پھرتا ہوں آئنہ دل کا

سکوں ملے تو فسردہ ہو اضطراب تو خوش

سمجھ سکا نہ کوئی بھی معاملہ دل کا

اب آخر ایسے مسافر کو کیا کہا جائے

جو پوچھتا ہے ہر اک گام فیصلہ دل کا

جو بے وفا ہیں وہی اپنوں جیسے لگتے ہیں

عجیب لوگوں سے رہتا ہے واسطہ دل کا

قبائیں وقت نے معنی کی لاکھ پہنائیں

مگر سمجھ نہ سکا کوئی فلسفہ دل کا

بچا کے رکھنا ہے اے شانؔ دوستی کا بھرم

وگرنہ کم نہیں ہونے کا فاصلہ دل کا

شان بھارتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka

Shan Bharti

ye aur baat ki us se hai wasta dil ka
jo aa gaya to ajab haal ho gaya dil ka

jo chahe dekhna dekhe wo baatini taswir
uThae hath mein phirta hun aaina dil ka

sukun mile to fasurda ho iztirab to KHush
samajh saka na koi bhi moamla dil ka

ab aaKHir aise musafir ko kya kaha jae
jo puchhta hai har ek gam faisla dil ka

jo bewafa hain wahi apnon jaise lagte hain
ajib logon se rahta hai wasta dil ka

qabaen waqt ne mani ki lakh pahnain
magar samajh na saka koi falsafa dil ka

bacha ke rakhna hai ai 'shan' dosti ka bharam
wagarna kam nahin hone ka fasla dil ka

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shan Bharti Poetry

کس احتیاط سے ہم روشنی میں ڈوب گئے

Shan Bharti - شان بھارتی

Kis Ehtiyat Se Hum Raushni Mein Dub Gae

ہزار قصے سناتا رہا گلاس کا رنگ

Shan Bharti - شان بھارتی

Hazar Qisse Sunata Raha Gilas Ka Rang

بہار آنے سے پہلے شجر میں پھول کھلے

Shan Bharti - شان بھارتی

Bahaar Aane Se Pahle Shajar Mein Phul Khile

دامن کی پناہوں سے مکر کیوں نہیں جاتے

Shan Bharti - شان بھارتی

Daman Ki Panahon Se Mukar Kyon Nahin Jate

منافقت کا ہر امکان ڈھا کے نکلے تھے

Shan Bharti - شان بھارتی

Munafiqat Ka Har Imkan Dha Ke Nikle The

یہ عذابوں کا سلسلہ کیا ہے

Shan Bharti - شان بھارتی

Ye Azabon Ka Silsila Kya Hai

یہ اور بات کہ اس سے ہے واسطہ دل کا

Shan Bharti - شان بھارتی

Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka

رہین دست آذر ہو گیا ہوں

Shan Bharti - شان بھارتی

Rahin-e-dast-e-azar Ho Gaya Hun

You can read Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka written by Shan Bharti at UrduPoint. Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka is one of the masterpieces written by Shan Bharti. You can also find the complete poetry collection of Shan Bharti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shan Bharti' above.

Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Ki Us Se Hai Wasta Dil Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.