Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہوا نہ ختم عذابوں کا سلسلہ اب تک

شکیل اعظمی

ہوا نہ ختم عذابوں کا سلسلہ اب تک

خزاں کی زد میں بھی اک پھول ہے ہرا اب تک

ملا تھا زہر جو ورثے میں پی رہے ہیں ہم

نہ اس نے صلح کی سوچی نہ میں جھکا اب تک

یہ سچ ہے وہم کے دلدل سے لوٹ آیا ہوں

مگر یقین کا دھندلا ہے آئنہ اب تک

انہی غموں کا وہ اک دن حساب مانگے گا

فلک سے جو مرے کشکول میں پڑا اب تک

ابھی ابھی مری آنکھوں نے کھو دیا اس کو

وہ درد بن کے مری سسکیوں میں تھا اب تک

نہ جانے کتنی بلی دی ہے رت جگوں کی اسے

مگر ملا نہ وہ خوابوں کا دیوتا اب تک

جدا ہوئی تھی جہاں مل کے زندگی اک دن

بھٹک رہی ہے وہیں میری آتما اب تک

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak

Shakeel Azmi

hua na KHatm azabon ka silsila ab tak
KHizan ki zad mein bhi ek phul hai hara ab tak

mila tha zahr jo wirse mein pi rahe hain hum
na us ne sulh ki sochi na main jhuka ab tak

ye sach hai wahm ke daldal se lauT aaya hun
magar yaqin ka dhundla hai aaina ab tak

inhi ghamon ka wo ek din hisab mangega
falak se jo mere kashkol mein paDa ab tak

abhi abhi meri aankhon ne kho diya us ko
wo dard ban ke meri siskiyon mein tha ab tak

na jaane kitni bali di hai rat-jagon ki use
magar mila na wo KHwabon ka dewta ab tak

juda hui thi jahan mil ke zindagi ek din
bhaTak rahi hai wahin meri aatma ab tak

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shakeel Azmi Poetry

ایک سوراخ سا کشتی میں ہوا چاہتا ہے

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Ek Surakh Sa Kashti Mein Hua Chahta Hai

پھول کا شاخ پہ آنا بھی برا لگتا ہے

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Phul Ka Shakh Pe Aana Bhi Bura Lagta Hai

نئی آستین

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Nai Aastin

خود کو اتنا بھی مت بچایا کر

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Khud Ko Itna Bhi Mat Bachaya Kar

ہر گھڑی چشم خریدار میں رہنے کے لیے

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Har Ghadi Chashm-e-kharidar Mein Rahne Ke Liye

سنگ تھے پگھلے تو پانی ہو گئے

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Sang The Pighle To Pani Ho Gae

پروں کو کھول زمانہ اڑان دیکھتا ہے

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Paron Ko Khol Zamana Udan Dekhta Hai

اپنی منزل پہ پہنچنا بھی کھڑے رہنا بھی

Shakeel Azmi - شکیل اعظمی

Apni Manzil Pe Pahunchna Bhi Khade Rahna Bhi

You can read Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak written by Shakeel Azmi at UrduPoint. Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hua Na KHatm Azabon Ka Silsila Ab Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.