Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai, Urdu Ghazal By Shah Aasim

Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aasim. Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai comes under the Love, Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اسلام اور کفر ہمارا ہی نام ہے

شاہ آثم

اسلام اور کفر ہمارا ہی نام ہے

کعبہ کنشت دونوں میں اپنا مقام ہے

یہ عشق جس کا شور ہے عالم میں ہیں ہمیں

یہ حسن ہم ہیں جس کی یہ سب دھوم دھام ہے

بن کر سخن زبان پہ عالم کی ہیں ہمیں

مصروف اپنے ذکر میں بس ہر اک دام ہے

دیکھو جس آنکھ میں تو ہمارا ہی نور ہے

ہر کان میں بھرا یہ ہمارا کلام ہے

جو کشتگان معرکہ تیغ عشق ہیں

ان کے لئے یہ عالم ہستی دوام ہے

کوئے صنم سے ہم کو سروکار ہے فقط

واعظ تری بہشت کو اپنا سلام ہے

آثمؔ نہ چھوڑو دامن خادم صفی کبھوں

معمور جس کی فیض سے ہر خاص و عام ہے

شاہ آثم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai

Shah Aasim

islam aur kufr hamara hi nam hai
kaba kunisht donon mein apna maqam hai

ye ishq jis ka shor hai aalam mein hain hamin
ye husn hum hain jis ki ye sab dhum dham hai

ban kar suKHan zaban pe aalam ki hain hamin
masruf apne zikr mein bas har ek dam hai

dekho jis aankh mein to hamara hi nur hai
har kan mein bhara ye hamara kalam hai

jo kushtagan-e-marka-e-tegh-e-ishq hain
un ke liye ye aalam-e-hasti dawam hai

ku-e-sanam se hum ko sarokar hai faqat
waiz teri bahisht ko apna salam hai

'asim' na chhoDo daman-e-KHadim-safi kabhun
mamur jis ki faiz se har KHas-o-am hai

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shah Aasim Poetry

مجھے ساقیٔ چشم یار نے عجب ایک جام پلا دیا

Shah Aasim - شاہ آثم

Mujhe Saqi-e-chashm-e-yar Ne Ajab Ek Jam Pila Diya

ہے عیاں روئے یار آنکھوں میں

Shah Aasim - شاہ آثم

Hai Ayan Ru-e-yar Aaankhon Mein

بہ چشم حقیقت جہاں دیکھتا ہوں

Shah Aasim - شاہ آثم

Ba-chashm-e-haqiqat Jahan Dekhta Hun

ہے عیاں روئے یار آنکھوں میں

Shah Aasim - شاہ آثم

Hai Ayan Ru-e-yar Aankhon Mein

دیکھ کر مجھ کو تجھے کیوں ہے تحیر ناصح (ردیف .. ن)

Shah Aasim - شاہ آثم

Dekh Kar Mujhko Tujhe Kyun Hai Tahayyur Naseh

عشق کے اقلیم میں چال و چلن کچھ اور ہے

Shah Aasim - شاہ آثم

Ishq Ke Aqlim Mein Chaal-o-chalan Kuchh Aur Hai

قید دل سے ہے مری کاکل پیچاں نازاں

Shah Aasim - شاہ آثم

Qaid-e-dil Se Hai Meri Kakul-e-pechan Nazan

عجب تو نے جلوہ دکھایا مجھے

Shah Aasim - شاہ آثم

Ajab Tu Ne Jalwa Dikhaya Mujhe

You can read Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai written by Shah Aasim at UrduPoint. Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai is one of the masterpieces written by Shah Aasim. You can also find the complete poetry collection of Shah Aasim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aasim' above.

Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.