Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat, Urdu Ghazal By Shah Aasim

Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aasim. Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat comes under the Love, Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہے دل کو میرے عارض جاناں سے ارتباط

شاہ آثم

ہے دل کو میرے عارض جاناں سے ارتباط

بلبل کو جس طرح ہو گلستاں سے ارتباط

مجھ درد مند عشق کی تدبیر ہے عبث

ہوگا نہ میرے درد کو درماں سے ارتباط

بندہ ہوں عشق کا نہیں مذہب سے مجھ کو کام

کیوں کر کروں میں گبرو مسلماں سے ارتباط

ہے ربط مجھ کو کوچۂ جاناں سے روز و شب

مجنوں کو جس طرح تھا بیاباں سے ارتباط

مذہب ہے میرا عشق اور رندی ہے میرا کام

ہے کفر سے نہ مجھ کو نہ ایماں سے ارتباط

ہے ربط مجھ کو قامت جاناں سے جس طرح

قمری کا ہووے سرو گلستاں سے ارتباط

آثمؔ جہان میں شہ خادم کے میں سوا

کافر ہوں گر کروں کسی انساں سے ارتباط

شاہ آثم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat

Shah Aasim

hai dil ko mere aariz-e-jaanan se irtibaat
bulbul ko jis tarah ho gulistan se irtibaat

mujh dard-mand-e-ishq ki tadbir hai abas
hoga na mere dard ko darman se irtibaat

banda hun ishq ka nahin mazhab se mujh ko kaam
kyunkar karun main gabru musalman se irtibaat

hai rabt mujh ko kucha-e-jaanan se roz-o-shab
majnun ko jis tarah tha bayaban se irtibaat

mazhab hai mera ishq aur rindi hai mera kaam
hai kufr se na mujh ko na iman se irtibaat

hai rabt mujh ko qamat-e-jaanan se jis tarah
qumri ka howe sarw-e-gulistan se irtibaat

'asim' jahan mein shah-e-KHadim ke main siwa
kafir hun gar karun kisi insan se irtibaat

(336) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shah Aasim Poetry

کون و مکاں میں یارو آباد ہیں تو ہم ہیں

Shah Aasim - شاہ آثم

Kaun-o-makan Mein Yaro Aabaad Hain To Hum Hain

لا مکاں ہے واسطے ان کی مقام بود و باش

Shah Aasim - شاہ آثم

La-makan Hai Waste Unki Maqam-e-bud-o-bash

آئینہ لے کے دیکھ ذرا اپنے حسن کو (ردیف .. د)

Shah Aasim - شاہ آثم

Aaina Le Ke Dekh Zara Apne Husn Ko

اٹھی ہے جب سے دل میں مرے عشق کی ترنگ

Shah Aasim - شاہ آثم

Utthi Hai Jab Se Dil Mein Mere Ishq Ki Tarang

کیا کہوں تم سے میں یارو کون ہوں

Shah Aasim - شاہ آثم

Kya Kahun Tum Se Main Yaro Kaun Hun

کوئی دم تھمتا نہیں باران اشک

Shah Aasim - شاہ آثم

Koi Dam Thamta Nahin Baran-e-ashk

ہے عیاں روئے یار آنکھوں میں

Shah Aasim - شاہ آثم

Hai Ayan Ru-e-yar Aaankhon Mein

بندۂ عشق ہوں جز یار مجھے کام نہیں

Shah Aasim - شاہ آثم

Banda-e-ishq Hun Juz Yar Mujhe Kaam Nahin

You can read Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat written by Shah Aasim at UrduPoint. Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat is one of the masterpieces written by Shah Aasim. You can also find the complete poetry collection of Shah Aasim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aasim' above.

Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.