اÛÚ© رÙØ²Ù Ú©Û Ø§Ø¨Ú¾Û Ú©Ø±Ø¯Ø§Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
سÙربھ Ø´Ûکھر
اÛÚ© رÙØ²Ù Ú©Û Ø§Ø¨Ú¾Û Ú©Ø±Ø¯Ø§Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
غÙر Ø³Û Ø¯ÛÚ©Ú¾Ù Ø§Ø³Û Ø¯ÛÙار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
سب Ù Ùاظر زرد Ø³Û Ù¾ÚÙÛ ÙÚ¯Û ÛÛÚº Ûا
Ø¨Û ÛÙÛÙÛ Ú©Û Ø§Ø³Û Ø¢Ø²Ø§Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
Ù¹ÙÙ¹ Ø¬Ø§Ø¦Û Ø¢Ø³Ù Ø§Úº Ø¯Ú¾Ø±ØªÛ Ø¨Ú¾Û Ù¾Ú¾Ù¹ جائÛ
Ú©Ûا Ù Ø¬Ú¾Û Ù¾Ø±Ùا Ú©Û Ø¨Ø²Ù Ûار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
Ø°ÛÙ Ù ÛÚº اÙÙاد ÛÛ Ø§Ùر گھر Ú©Û Ø¬Ø§Ùب ÛÙÚº
رک ÙÛÛÚº سکتا Ø§Ø¨Ú¾Û Ø±Ùتار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
گھر Ú©Û Ûر Ø´Û Ú©ÛÙÚº Ù Ø¬Ú¾Û Ø¨Û ÙÙر ÙÚ¯ØªÛ ÛÛ
Ú©Ûا زÛØ§Ø¯Û Ø¢Ø¬ ک٠بازار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
Ø´ÛرتÙÚº کا Ø¢Ø®Ø±Û ÚØ§Ø±Û Ø¬Ø±Ø§Ø¦Ù ØªÚ¾Û
دÛÚ©Ú¾ÛÛ Ø§Ø¨ کس Ùدر اخبار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
Ú¯ÙØªÚ¯Ù Ø³Û Ú©Ø¨ Ù Ø¬Ú¾Û Ù¾Ø±ÛÛز ÛÛ Ø³ÙربھØ
بÙÙتا سÙتا ٠گر اشعار Ù ÛÚº ÛÙÚº Ù ÛÚº
سÙربھ Ø´Ûکھر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Ek Rauzan Ke Abhi Kirdar Mein Hun Main
Saurabh Shekhar
ghaur se dekho isi diwar mein hun main
sab manazir zard se paDne lage hain ya
be-yaqini ke isi aazar mein hun main
TuT jae aasman dharti bhi phaT jae
kya mujhe parwa ki bazm-e-yar mein hun main
zehn mein aulad hai aur ghar ki jaanib hun
ruk nahin sakta abhi raftar mein hun main
ghar ki har shai kyun mujhe be-nur lagti hai
kya ziyaada aaj kal bazar mein hun main
shohraton ka aaKHiri chaara jaraem the
dekhiye ab kis qadar aKHbar mein hun main
guftugu se kab mujhe parhez hai 'saurabh'
bolta sunta magar ashaar mein hun main
(669) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Ek Rauzan Ke Abhi Kirdar Mein Hun Main written by Saurabh Shekhar at UrduPoint. Ek Rauzan Ke Abhi Kirdar Mein Hun Main is one of the masterpieces written by Saurabh Shekhar. You can also find the complete poetry collection of Saurabh Shekhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saurabh Shekhar' above.
Ek Rauzan Ke Abhi Kirdar Mein Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Rauzan Ke Abhi Kirdar Mein Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.