BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain, Urdu By Sarfaraz Shahid

BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain is a famous Urdu written by a famous poet, Sarfaraz Shahid. BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain comes under the Social, Funny category of Urdu . You can read BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بجٹ کی کئی سختیاں اور بھی ہیں

سرفراز شاہد

بجٹ کی کئی سختیاں اور بھی ہیں

''ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں''

بظاہر تو یہ اک عوامی بجٹ ہے

مگر اس میں کچھ خوبیاں اور بھی ہیں

نہیں چل سکی اک سفارش تو کیا غم

نہ گھبرا مرے مہرباں اور بھی ہیں

فقط ایک بل ہی نہیں ڈاکٹر کا

دواؤں کی کچھ پرچیاں اور بھی ہیں

نہ اترا اگر بچ گیا حادثے سے

سڑک پر ابھی لاریاں اور بھی ہیں

کبھی میرؔ و غالبؔ سخن ور تھے لیکن

یہاں اب فلاں و فلاں اور بھی ہیں

فقط رنگ ہی ان کا کالا نہیں ہے

اسی قسم کی خوبیاں اور بھی ہیں

نہیں شیخ کی ایک پنڈی میں زوجہ

کراچی میں دو بیویاں اور بھی ہیں

نہ کھینچو ابھی ہاتھ کھانے سے شاہدؔ

پلاؤ میں کچھ بوٹیاں اور بھی ہیں

سرفراز شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain

Sarfaraz Shahid

bajaT ki kai saKHtiyan aur bhi hain
abhi ishq ke imtihan aur bhi hain

ba-zahir to ye ek awami bajaT hai
magar is mein kuchh KHubiyan aur bhi hain

nahin chal saki ek sifarish to kya gham
na ghabra mere mehrban aur bhi hain

faqat ek bil hi nahin doctor ka
dawaon ki kuchh parchiyan aur bhi hain

na itra agar bach gaya hadse se
saDak par abhi lariyan aur bhi hain

kabhi 'mir' o 'ghaalib' suKHan-war the lekin
yahan ab fulan o fulan aur bhi hain

faqat rang hi un ka kala nahin hai
isi qism ki KHubiyan aur bhi hain

nahin shaiKH ki ek pinDi mein zauja
karachi mein do biwiyan aur bhi hain

na khincho abhi hath khane se 'shahid'
polaw mein kuchh boTiyan aur bhi hain

(3541) ووٹ وصول ہوئے

More Sarfaraz Shahid Poetry

ڈش انٹینا

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Dish-antenna

اسلام آباد

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Islamabad

راز و نیاز میں بھی اکڑ فوں نہیں گئی

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Raaz-o-niyaz Mein Bhi Akad-fun Nahin Gai

قابض رہا ہے دل پہ جو سلطان کی طرح

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Qabiz Raha Hai Dil Pe Jo Sultan Ki Tarah

وہی مقبول لیڈر اور ڈپلومیٹ ہوتا ہے

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Wahi Maqbul Leader Aur Diplomat Hota Hai

لبوں میں آ کے قلفی ہو گئے اشعار سردی میں

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Labon Mein Aa Ke Qulfi Ho Gae Ashaar Sardi Mein

جدید ترین آدمی نامہ

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Jadid-tarin Aadmi-nama

عید پر مسرور ہیں دونوں میاں بیوی بہت

Sarfaraz Shahid - سرفراز شاہد

Id Par Masrur Hain Donon Miyan Biwi Bahut

You can read BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain written by Sarfaraz Shahid at UrduPoint. BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain is one of the masterpieces written by Sarfaraz Shahid. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Shahid' above.

BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain is a widely read Urdu . If you like BajaT Ki Kai SaKHtiyan Aur Bhi Hain, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.