Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi, Urdu Ghazal By Sardar Asif

Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Asif. Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ خلق ساری ہوا میرے نام کر دے گی

سردار آصف

یہ خلق ساری ہوا میرے نام کر دے گی

مرے چراغوں کا جینا حرام کر دے گی

سنا ہے دھوپ کو گھر لوٹنے کی جلدی ہے

وہ آج وقت سے پہلے ہی شام کر دے گی

کچھ اور دیر جو ٹھہرا میں اس کی آنکھوں میں

تو چاند تاروں کو میرا غلام کر دے گی

میں اپنے دور سے بد ظن ہوں ابتدا تو کروں

کہ اگلی نسل مرا باقی کام کر دے گی

پھر اس کے بعد وہ مجھ سے لپٹ کے روئے گی

سفر کا ٹھیک سے سب انتظام کر دے گی

خریدنے سے تو بہتر ہے اس کو مانگ ہی لوں

وگرنہ اونچے بہت اپنے دام کر دے گی

بتاؤ اس میں بھی اس کا کوئی خسارہ ہے

وہ شہر خواب ابھی میرے نام کر دے گی

سردار آصف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi

Sardar Asif

ye KHalq sari hawa mere nam kar degi
mere charaghon ka jina haram kar degi

suna hai dhup ko ghar lauTne ki jaldi hai
wo aaj waqt se pahle hi sham kar degi

kuchh aur der jo Thahra main us ki aankhon mein
to chand taron ko mera ghulam kar degi

main apne daur se bad-zan hun ibtida to karun
ki agli nasl mera baqi kaam kar degi

phir is ke baad wo mujh se lipaT ke roegi
safar ka Thik se sab intizam kar degi

KHaridne se to behtar hai us ko mang hi lun
wagarna unche bahut apne dam kar degi

batao is mein bhi us ka koi KHasara hai
wo shahr-e-KHwab abhi mere nam kar degi

(409) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sardar Asif Poetry

لاکھ سمجھایا مگر ضد پہ اڑی ہے اب بھی

Sardar Asif - سردار آصف

Lakh Samjhaya Magar Zid Pe Adi Hai Ab Bhi

یہ جھوٹ ہے کہ بچھڑنے کا اس کو غم بھی نہیں

Sardar Asif - سردار آصف

Ye Jhut Hai Ki Bichhadne Ka Usko Gham Bhi Nahin

سنا ہے دھوپ کو گھر لوٹنے کی جلدی ہے

Sardar Asif - سردار آصف

Suna Hai Dhup Ko Ghar Lautne Ki Jaldi Hai

خطا اس کی معافی سے بڑی ہے

Sardar Asif - سردار آصف

Khata Uski Muafi Se Badi Hai

غزل کہنے میں یوں تو کوئی دشواری نہیں ہوتی

Sardar Asif - سردار آصف

Ghazal Kahne Mein Yun To Koi Dushwari Nahin Hoti

کوئی شکوہ نہیں ہم کو کسی سے

Sardar Asif - سردار آصف

Koi Shikwa Nahin Hum Ko Kisi Se

آتا رہا ہوں یاد میں اس کو تمام عمر

Sardar Asif - سردار آصف

Aata Raha Hun Yaad Main Usko Tamam Umr

یہ کیسے مرحلے میں پھنس گیا ہے میرا گھر مالک

Sardar Asif - سردار آصف

Ye Kaise Marhale Mein Phans Gaya Hai Mera Ghar Malik

You can read Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi written by Sardar Asif at UrduPoint. Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi is one of the masterpieces written by Sardar Asif. You can also find the complete poetry collection of Sardar Asif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Asif' above.

Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.