Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

رقص یک نور کبھی سیل بلا دیکھتا ہوں

صہبا اختر

رقص یک نور کبھی سیل بلا دیکھتا ہوں

ذہن پر چھائی ہوئی دھند میں کیا دیکھتا ہوں

تجھ کو محدود خد و خال میں کر رکھا ہے

میں کہاں تجھ کو ابھی تیرے سوا دیکھتا ہوں

نرم مٹی سے اٹھے ہیں وہ کنوارے جذبات

جن کو پہنے ہوئے پھولوں کی قبا دیکھتا ہوں

آنکھ حائل ہے تری دید میں اچھا ہوگا

آج یہ آخری پردہ بھی اٹھا دیکھتا ہوں

کیوں نہ اس پردہ نشیں کو ہو تکلم میں حجاب

میں تو آواز کو بھی چہرہ نما دیکھتا ہوں

میں وہ کافر ہوں کہ اس ظلمت دل کے ہاتھوں

ہر چمکتے ہوئے چہرے میں خدا دیکھتا ہوں

پھر کوئی کنج اماں دشت سخن میں صہباؔ

آج پھر دل کو پریشان نوا دیکھتا ہوں

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun

Sahba Akhtar

raqs yak nur kabhi sail-e-bala dekhta hun
zehn par chhai hui dhund mein kya dekhta hun

tujh ko mahdud KHad-o-KHal mein kar rakkha hai
main kahan tujh ko abhi tere siwa dekhta hun

narm miTTi se uThe hain wo kunware jazbaat
jin ko pahne hue phulon ki qaba dekhta hun

aankh hail hai teri did mein achchha hoga
aaj ye aaKHiri parda bhi uTha dekhta hun

kyun na us parda-nashin ko ho takallum mein hijab
main to aawaz ko bhi chehra-numa dekhta hun

main wo kafir hun ki is zulmat-e-dil ke hathon
har chamakte hue chehre mein KHuda dekhta hun

phir koi kunj-e-aman dasht-e-suKHan mein 'sahba'
aaj phir dil ko pareshan-e-nawa dekhta hun

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sahba Akhtar Poetry

بہ ہر عالم برابر لکھ رہا ہوں

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Ba-har-alam Barabar Likh Raha Hun

خون تازہ

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Khun Taza

ہم اپنے بخت سیہ کے اثر میں رہتے ہیں

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Hum Apne Bakht-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain

میں اسے سمجھوں نہ سمجھوں دل کو ہوتا ہے ضرور

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Main Use Samjhun Na Samjhun Dil Ko Hota Hai Zarur

چہرے شادابی سے عاری آنکھیں نور سے خالی ہیں

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Chehre Shadabi Se Aari Aankhen Nur Se Khaali Hain

دہراؤں کیا فسانۂ خواب و خیال کو

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Dohraun Kya Fasana-e-khwab-o-khayal Ko

اس طریقے کو عداوت میں روا رکھتا ہوں میں

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main

دل کے اجڑے نگر کو کر آباد

Sahba Akhtar - صہبا اختر

Dil Ke Ujde Nagar Ko Kar Aabaad

You can read Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raqs Yak Nur Kabhi Sail-e-bala Dekhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.