Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya, Urdu Ghazal By Sadiq

Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiq. Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بستر بچھا کے رات وہ کمرے میں سو گیا

صادق

بستر بچھا کے رات وہ کمرے میں سو گیا

سبزہ پہ موسموں کا لہو خشک ہو گیا

گم نام دن کی پچھلی قطاروں کا فاصلہ

آواز کی حدوں سے بہت دور ہو گیا

بائیں طرف کے راستے سانسوں میں بٹ گئے

اگلے قدم کی چاپ پہ وہ خون رو گیا

سورج کا ظلم سر کو جھلستا رہا مگر

دن دھوپ کے اتھاہ سمندر کو ڈھو گیا

سڑکوں کی بھیڑ کھا گئی پہچان فرد کی

سوچوں کا شور شکل کی رونق کو رو گیا

ہر گھر کے راستے میں ندی آ کھڑی ہوئی

ہر راستہ نہ جانے کہاں جا کے کھو گیا

ان پانیوں کے بھید کوئی جانتا نہیں

واپس کبھی نہ لوٹ سکا ان میں جو گیا

صادق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya

Sadiq

bistar bichha ke raat wo kamre mein so gaya
sabze pe mausamon ka lahu KHushk ho gaya

gum-nam din ki pichhli qataron ka fasla
aawaz ki hadon se bahut dur ho gaya

baen taraf ke raste sanson mein baT gae
agle qadam ki chap pe wo KHun ro gaya

suraj ka zulm sar ko jhulasta raha magar
din dhup ke athah samundar ko Dho gaya

saDkon ki bhiD kha gai pahchan fard ki
sochon ka shor shakl ki raunaq ko ro gaya

har ghar ke raste mein nadi aa khaDi hui
har rasta na jaane kahan ja ke kho gaya

in paniyon ke bhed koi jaanta nahin
wapas kabhi na lauT saka in mein jo gaya

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya written by Sadiq at UrduPoint. Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya is one of the masterpieces written by Sadiq. You can also find the complete poetry collection of Sadiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiq' above.

Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bistar Bichha Ke Raat Wo Kamre Mein So Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.