Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut, Urdu Ghazal By Qaisar Haideri Dehlvi

Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Haideri Dehlvi. Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عمر تھوڑی ہے اور کام بہت

قیصر حیدری دہلوی

عمر تھوڑی ہے اور کام بہت

زندگی بھی ہے تیز گام بہت

آ تو پہنچے ہیں اپنی منزل پر

ہاں مگر ہو گئی ہے شام بہت

طائر دل کی سب نظر میں ہے

یوں تو پھیلے ہوئے ہیں دام بہت

عمر بھر کیف کم نہیں ہوتا

پینے والے کو ایک جام بہت

پینے والوں کا ظرف ہے درکار

شیشہ ساقی صراحی جام بہت

دور جمہور میں بھی اے قیصرؔ

لوگ کرتے ہیں کیوں سلام بہت

قیصر حیدری دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut

Qaisar Haideri Dehlvi

umr thoDi hai aur kaam bahut
zindagi bhi hai tez-gam bahut

aa to pahunche hain apni manzil par
han magar ho gai hai sham bahut

tair-e-dil ki sab nazar mein hai
yun to phaile hue hain dam bahut

umr bhar kaif kam nahin hota
pine wale ko ek jam bahut

pine walon ka zarf hai darkar
shisha saqi surahi jam bahut

daur-e-jamhur mein bhi ai 'qaisar'
log karte hain kyon salam bahut

(706) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Qaisar Haideri Dehlvi Poetry

بہ آسانی کہیں شاداں دل ناشاد ہوتا ہے

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Ba-asani Kahin Shadan Dil-e-nashad Hota Hai

صاف انکار اگر ہو تو تسلی ہو جائے

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Saf Inkar Agar Ho To Tasalli Ho Jae

جو ممکن ہو تو سوز شمع پروانے میں رکھ دینا

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Jo Mumkin Ho To Soz-e-shama Parwane Mein Rakh Dena

جلوہ فروز دل میں ہے وہ گلعذار آج

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Jalwa-faroz Dil Mein Hai Wo Gul-ezar Aaj

آہ مضراب محبت کے سوا کچھ بھی نہیں

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Aah Mizrab-e-mohabbat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

غضب ہے اک بت کافر ادا نے لوٹ لیا

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Ghazab Hai Ek But-e-kafir-ada Ne Lut Liya

علاوہ جلوۂ معنی کے کل جہاں دیکھا

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Alawa Jalwa-e-mani Ke Kul Jahan Dekha

تیری بے رخی مری موت تھی ہوا التفات کبھی کبھی

Qaisar Haideri Dehlvi - قیصر حیدری دہلوی

Teri Be-rukhi Meri Maut Thi Hua Iltifat Kabhi Kabhi

You can read Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut written by Qaisar Haideri Dehlvi at UrduPoint. Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut is one of the masterpieces written by Qaisar Haideri Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Haideri Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Haideri Dehlvi' above.

Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Umr ThoDi Hai Aur Kaam Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.