Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai, Urdu Ghazal By Qaisar Azeez

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Azeez. Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

تم ہو مسیح درد تو بیمار کون ہے

قیصر عزیز

تم ہو مسیح درد تو بیمار کون ہے

ظلمت کدہ میں مطلع انوار کون ہے

نظریں جھکائے بیٹھا ہے کس کے خیال میں

اٹھ کر تو دیکھیے پس دیوار کون ہے

جس نے خیال و فکر کا لہجہ بدل دیا

ہر فن کے آئنے میں وہ فن کار کون ہے

وہ بے نقاب ہو تو یہ ہم فیصلہ کریں

کس پر نشہ سوار ہے ہشیار کون ہے

یوسف تو بکنے آ گئے بازار عشق میں

اب دیکھنا یہ ہے کہ خریدار کون ہے

کہنے کو یوں تو حق کے طلب گار ہیں بہت

حق پر نثار ہونے کو تیار کون ہے

قیصر عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai

Qaisar Azeez

tum ho masih-e-dard to bimar kaun hai
zulmat-kade mein matla-e-anwar kaun hai

nazren jhukae baiTha hai kis ke KHayal mein
uTh kar to dekhiye pas-e-diwar kaun hai

jis ne KHayal-o-fikr ka lahja badal diya
har fan ke aaine mein wo fankar kaun hai

wo be-naqab ho to ye hum faisla karen
kis par nasha sawar hai hushiyar kaun hai

yusuf to bikne aa gae bazar-e-ishq mein
ab dekhna ye hai ki KHaridar kaun hai

kahne ko yun to haq ke talabgar hain bahut
haq par nisar hone ko tayyar kaun hai

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Qaisar Azeez Poetry

خیال و خواب کی دنیا بدل گیا کوئی

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Khayal-o-khwab Ki Duniya Badal Gaya Koi

تم ہو مسیح درد تو بیمار کون ہے

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai

ہم کو کیا ہے وقت نے مجبور کیا کریں

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Hum Ko Kiya Hai Waqt Ne Majbur Kya Karen

قربتیں اپنی جگہ ہیں فاصلے اپنی جگہ

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Qurbaten Apni Jagah Hain Fasle Apni Jagah

درد غم حیات کا انجام کیا ہوا

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Dard-e-gham-e-hayat Ka Anjam Kya Hua

کبھی تو عشق میں ایسی گھڑی بھی آتی ہے

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Kabhi To Ishq Mein Aisi Ghadi Bhi Aati Hai

خود اپنی کاوشوں سے آب و دانہ ڈھونڈ لیتے ہیں

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Khud Apni Kawishon Se Aab-o-dana Dhund Lete Hain

حسن والوں کی طبیعت سے حیا نکلی ہے

Qaisar Azeez - قیصر عزیز

Husn Walon Ki Tabiat Se Haya Nikli Hai

You can read Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai written by Qaisar Azeez at UrduPoint. Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is one of the masterpieces written by Qaisar Azeez. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Azeez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Azeez' above.

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.