Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عشق میں مجنوں و فرہاد نہیں ہونے کے

نصرت مہدی

عشق میں مجنوں و فرہاد نہیں ہونے کے

یہ نئے لوگ ہیں برباد نہیں ہونے کے

یہ جو دعوے ہیں محبت کے ابھی ہیں جاناں

اور دو چار برس بعد نہیں ہونے کے

کیا کہا توڑ کے لاؤ گے فلک سے تارے

دیکھو ان باتوں سے ہم شاد نہیں ہونے کے

نقش ہیں دل پہ مرے اب بھی تمہارے وعدے

خیر چھوڑو وہ تمہیں یاد نہیں ہونے کے

گھر لیے پھرتی ہوں ہر وقت تمہارے پیچھے

تم مگر وہ ہو کہ آباد نہیں ہونے کے

منع ہے رسم و رواجوں سے بغاوت کرنا

یہ سبق مجھ کو مگر یاد نہیں ہونے کے

ہم نے خود پہنی ہے نصرتؔ یہ وفا کی زنجیر

ہم تو خود ہی کبھی آزاد نہیں ہونے کے

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke

Nusrat Mehdi

ishq mein majnun-o-farhad nahin hone ke
ye nae log hain barbaad nahin hone ke

ye jo dawe hain mohabbat ke abhi hain jaanan
aur do-chaar baras baad nahin hone ke

kya kaha toD ke laoge falak se tare
dekho in baaton se hum shad nahin hone ke

naqsh hain dil pe mere ab bhi tumhaare wade
KHair chhoDo wo tumhein yaad nahin hone ke

ghar liye phirti hun har waqt tumhaare pichhe
tum magar wo ho ki aabaad nahin hone ke

mana hai rasm-o-riwajon se baghawat karna
ye sabaq mujh ko magar yaad nahin hone ke

hum ne KHud pahni hai 'nusrat' ye wafa ki zanjir
hum to KHud hi kabhi aazad nahin hone ke

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nusrat Mehdi Poetry

یہ نہ سمجھو کہ کسی درد کے اظہار میں تھی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi

ہونی ہوں کسی حال میں ٹلنے کی نہیں ہوں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun

غلط بیانی پہ اس کی یقیں دکھاتی رہی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Ghalat-bayani Pe Uski Yaqin Dikhati Rahi

اندھیری رات کو دن کے اثر میں رکھا ہے

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai

عاجزی آج ہے ممکن ہے نہ ہو کل مجھ میں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Aajizi Aaj Hai Mumkin Hai Na Ho Kal Mujh Mein

تو وہ نکتہ ہے جسے دھیان میں رکھا گیا ہے

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

To Wo Nukta Hai Jise Dhyan Mein Rakkha Gaya Hai

فضا یہ امن و اماں کی سدا رکھیں قائم (ردیف .. ی)

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Faza Ye Amn-o-aman Ki Sada Rakhen Qaem

وہ ساتھ آیا تو میری اڑان بیٹھ گئی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Wo Sath Aaya To Meri Udan Baith Gai

You can read Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Mein Majnun-o-farhad Nahin Hone Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.