Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہونی ہوں کسی حال میں ٹلنے کی نہیں ہوں

نصرت مہدی

ہونی ہوں کسی حال میں ٹلنے کی نہیں ہوں

میں وقت کے ہاتھوں سے نکلنے کی نہیں ہوں

یہ بات سہی ٹوٹ کے بکھری تو بہت ہوں

یہ بات غلط ہے کہ سنبھلنے کی نہیں ہوں

لگتا ہے جڑیں پھیل گئی ہیں مری تجھ میں

اکھڑی تو کہیں پھولنے پھلنے کی نہیں ہوں

پہچان زمانے میں یہی ہے مری اب میں

کردار کہانی میں بدلنے کی نہیں ہوں

میں ہوں پس منظر کی بھی تکمیل میں شامل

بس اس لیے منظر سے نکلنے کی نہیں ہوں

بے خوف جو سچ بولتا رہتا ہے ہمیشہ

وہ آئنہ اپنا میں بدلنے کی نہیں ہوں

وحشت ہے بہت خون میں نصرتؔ اسی ڈر سے

صحرا کی طرف جا کے ٹہلنے کی نہیں ہوں

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun

Nusrat Mehdi

honi hun kisi haal mein Talne ki nahin hun
main waqt ke hathon se nikalne ki nahin hun

ye baat sahi TuT ke bikhri to bahut hun
ye baat ghalat hai ki sambhalne ki nahin hun

lagta hai jaDen phail gai hain meri tujh mein
ukhDi to kahin phulne-phalne ki nahin hun

pahchan zamane mein yahi hai meri ab main
kirdar kahani mein badalne ki nahin hun

main hun pas-e-manzar ki bhi takmil mein shamil
bas is liye manzar se nikalne ki nahin hun

be-KHauf jo sach bolta rahta hai hamesha
wo aaina apna main badalne ki nahin hun

wahshat hai bahut KHun mein 'nusrat' isi Dar se
sahra ki taraf ja ke Tahalne ki nahin hun

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nusrat Mehdi Poetry

اپنی بے چہرگی بھی دیکھا کر

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Apni Be-chehragi Bhi Dekha Kar

عاجزی آج ہے ممکن ہے نہ ہو کل مجھ میں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Aajizi Aaj Hai Mumkin Hai Na Ho Kal Mujh Mein

یہاں ہوا کے سوا رات بھر نہ تھا کوئی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi

صحرا صحرا بھٹک رہی ہوں میں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Sahra Sahra Bhatak Rahi Hun Main

مجھ کو تو مشق سماعت ہے چلو تم بولو

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Mujhko To Mashq-e-samaat Hai Chalo Tum Bolo

آپ تو عشق میں دانائی لیے بیٹھے ہیں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Aap To Ishq Mein Danai Liye Baithe Hain

غلط بیانی پہ اس کی یقیں دکھاتی رہی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Ghalat-bayani Pe Uski Yaqin Dikhati Rahi

عمل کا رد عمل وقت کا جواب ہوں میں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Amal Ka Radd-e-amal Waqt Ka Jawab Hun Main

You can read Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.