Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht, Urdu Ghazal By Mohammad Sadiq Jameel

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Sadiq Jameel. Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اس قدر بڑھ گئی عدم برداشت

محمد صادق جمیل

اس قدر بڑھ گئی عدم برداشت

خود کو بھی اب نہیں ہیں ہم برداشت

ہم نے برداشت جیسے کی دنیا

اہل دنیا کریں گے کم برداشت

مسکرا کر ہمیں پلا تو سہی

مسکرا کر کریں گے سم برداشت

کرتے ہو اس لئے ستم شاید

ہم سے ہوگا نہیں کرم برداشت

ایک خالق کو ماننے والے

کس طرح کر گئے صنم برداشت

جن کو پتھر اٹھا نہیں پائے

کر لئے ہم نے وہ بھی غم برداشت

وہ جو خنجر قبول سینے تھے

ان سے ہوتا نہیں قلم برداشت

محمد صادق جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht

Mohammad Sadiq Jameel

is qadar baDh gai adam-bardasht
KHud ko bhi ab nahin hain hum bardasht

hum ne bardasht jaise ki duniya

ahl-e-duniya karenge kam bardasht

muskura kar hamein pila to sahi
muskura kar karenge sam bardasht

karte ho is liye sitam shayad
hum se hoga nahin karam bardasht

ek KHaliq ko manne wale
kis tarah kar gae sanam bardasht

jin ko patthar uTha nahin pae
kar liye hum ne wo bhi gham bardasht

wo jo KHanjar-qubul sine the
un se hota nahin qalam bardasht

(1086) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Sadiq Jameel Poetry

امن کی خاطر جنگی منظر دفن کیا

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Amn Ki Khatir Jangi Manzar Dafn Kiya

نہیں ہے روٹی میسر اگر ہوا تو ہے

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Nahin Hai Roti Mayassar Agar Hawa To Hai

اپنی ہی لاش پہ ہیں اشک بہائے ہوئے لوگ

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Apni Hi Lash Pe Hain Ashk Bahae Hue Log

اپنے پاس ہے ایک حوالہ مٹی کا

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Apne Pas Hai Ek Hawala Mitti Ka

اس شہر میں حسین تھے جتنے بڑے بڑے

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Is Shahr Mein Hasin The Jitne Bade Bade

ایک دو تین چار سلسلہ وار

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Ek Do Tin Chaar Silsila-war

اس قدر بڑھ گئی عدم برداشت

Mohammad Sadiq Jameel - محمد صادق جمیل

Is Qadar Badh Gai Adam-bardasht

You can read Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht written by Mohammad Sadiq Jameel at UrduPoint. Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is one of the masterpieces written by Mohammad Sadiq Jameel. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Sadiq Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Sadiq Jameel' above.

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.